Jurm-e-izhaar-e-tamanna Aankh Ke Sar Aa Gaya, Urdu Ghazal By Sajjad Baqar Rizvi

Jurm-e-izhaar-e-tamanna Aankh Ke Sar Aa Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sajjad Baqar Rizvi. Jurm-e-izhaar-e-tamanna Aankh Ke Sar Aa Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jurm-e-izhaar-e-tamanna Aankh Ke Sar Aa Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جرم اظہار تمنا آنکھ کے سر آ گیا

سجاد باقر رضوی

جرم اظہار تمنا آنکھ کے سر آ گیا

چور جو دل میں چھپا تھا آج باہر آ گیا

میرے لفظوں میں حرارت میرے لہجے میں مٹھاس

جو کچھ ان آنکھوں میں تھا میرے لبوں پر آ گیا

جن کی تعبیروں میں تھی اک عمر کی وارفتگی

پھر نگاہوں میں انہیں خوابوں کا منظر آ گیا

شہر کے آباد سناٹوں کی وحشت دیکھ کر

دل کو جانے کیا ہوا میں شام سے گھر آ گیا

پہلے چادر کی ہوس میں پاؤں پھیلائے بہت

اب یہ دکھ ہے پاؤں کیوں چادر سے باہر آ گیا

ہم دوانوں کے لیے تھیں وسعتیں ہی وسعتیں

ختم جب صحرا ہوا آگے سمندر آ گیا

تم نے باقرؔ دل کا دروازہ کھلا رکھا تھا کیوں

جس کو آنا تھا وہ آخر درد بن کر آ گیا

سجاد باقر رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jurm-e-izhaar-e-tamanna Aankh Ke Sar Aa Gaya

Sajjad Baqar Rizvi

jurm-e-izhaar-e-tamanna aankh ke sar aa gaya
chor jo dil mein chhupa tha aaj bahar aa gaya

mere lafzon mein hararat mere lahje mein miThas
jo kuchh in aankhon mein tha mere labon par aa gaya

jin ki tabiron mein thi ek umr ki waraftagi
phir nigahon mein unhin KHwabon ka manzar aa gaya

shahr ke aabaad sannaTon ki wahshat dekh kar
dil ko jaane kya hua main sham se ghar aa gaya

pahle chadar ki hawas mein panw phailae bahut
ab ye dukh hai panw kyun chadar se bahar aa gaya

hum diwanon ke liye thin wusaten hi wusaten
KHatm jab sahra hua aage samundar aa gaya

tum ne 'baqar' dil ka darwaza khula rakkha tha kyun
jis ko aana tha wo aaKHir dard ban kar aa gaya

(471) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jurm-e-izhaar-e-tamanna Aankh Ke Sar Aa Gaya written by Sajjad Baqar Rizvi at UrduPoint. Jurm-e-izhaar-e-tamanna Aankh Ke Sar Aa Gaya is one of the masterpieces written by Sajjad Baqar Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Sajjad Baqar Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sajjad Baqar Rizvi' above.

Jurm-e-izhaar-e-tamanna Aankh Ke Sar Aa Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jurm-e-izhaar-e-tamanna Aankh Ke Sar Aa Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.