Dil-e-muztar Mein Jalti Ek Hasrat Aur Rakhni Hai, Urdu Ghazal By Sajjad Haider

Dil-e-muztar Mein Jalti Ek Hasrat Aur Rakhni Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sajjad Haider. Dil-e-muztar Mein Jalti Ek Hasrat Aur Rakhni Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil-e-muztar Mein Jalti Ek Hasrat Aur Rakhni Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل مضطر میں جلتی ایک حسرت اور رکھنی ہے

سجاد حیدر

دل مضطر میں جلتی ایک حسرت اور رکھنی ہے

مجھے طاق جنوں میں اک محبت اور رکھنی ہے

گریباں چاک ہے گرچہ مجھے کچھ اور کرنا ہے

کہ اب ان وحشتوں میں ایک وحشت اور رکھنی ہے

خطیب وقت نے سکھلا دیا یہ اہل دنیا کو

خطابت اور رکھنی ہے عداوت اور رکھنی ہے

کوئی بھی واردات قلب و جاں ظاہر نہیں کرنی

مجھے اب انتقاماً اپنی حالت اور رکھنی ہے

طواف شہر جاناں سے اگر سجادؔ فرصت ہو

تھکے پیروں کے نیچے اک مسافت اور رکھنی ہے

سجاد حیدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil-e-muztar Mein Jalti Ek Hasrat Aur Rakhni Hai

Sajjad Haider

dil-e-muztar mein jalti ek hasrat aur rakhni hai
mujhe taq-e-junun mein ek mohabbat aur rakhni hai

gareban chaak hai garche mujhe kuchh aur karna hai
ki ab in wahshaton mein ek wahshat aur rakhni hai

KHatib-e-waqt ne sikhla diya ye ahl-e-duniya ko
KHitabat aur rakhni hai adawat aur rakhni hai

koi bhi wardat-e-qalb-o-jaan zahir nahin karni
mujhe ab intiqaman apni haalat aur rakhni hai

tawaf-e-shahr-e-jaanan se agar 'sajjad' fursat ho
thake pairon ke niche ek masafat aur rakhni hai

(361) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil-e-muztar Mein Jalti Ek Hasrat Aur Rakhni Hai written by Sajjad Haider at UrduPoint. Dil-e-muztar Mein Jalti Ek Hasrat Aur Rakhni Hai is one of the masterpieces written by Sajjad Haider. You can also find the complete poetry collection of Sajjad Haider by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sajjad Haider' above.

Dil-e-muztar Mein Jalti Ek Hasrat Aur Rakhni Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil-e-muztar Mein Jalti Ek Hasrat Aur Rakhni Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.