Rah Mein Koi KhaDa Ho Jaise, Urdu Ghazal By Sakhawat Shameem

Rah Mein Koi KhaDa Ho Jaise is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sakhawat Shameem. Rah Mein Koi KhaDa Ho Jaise comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rah Mein Koi KhaDa Ho Jaise on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

راہ میں کوئی کھڑا ہو جیسے

سخاوت شمیم

راہ میں کوئی کھڑا ہو جیسے

اس کو منزل کا پتہ ہو جیسے

کیا ہوئے آج وہ چہرے کے نقوش

آئنہ پوچھ رہا ہو جیسے

میرے ہم راہ نہیں تو جب سے

یہ سفر ایک سزا ہو جیسے

تیری یادوں سے گریزاں ہونا

اب غم دل کی دوا ہو جیسے

اف یہ خاموش محبت کہ شمیمؔ

سارے عالم کو پتہ ہو جیسے

سخاوت شمیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rah Mein Koi KhaDa Ho Jaise

Sakhawat Shameem

rah mein koi khaDa ho jaise
us ko manzil ka pata ho jaise

kya hue aaj wo chehre ke nuqush
aaina puchh raha ho jaise

mere hamrah nahin tu jab se
ye safar ek saza ho jaise

teri yaadon se gurezan hona
ab gham-e-dil ki dawa ho jaise

uf ye KHamosh mohabbat ki 'shamim'
sare aalam ko pata ho jaise

(425) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rah Mein Koi KhaDa Ho Jaise written by Sakhawat Shameem at UrduPoint. Rah Mein Koi KhaDa Ho Jaise is one of the masterpieces written by Sakhawat Shameem. You can also find the complete poetry collection of Sakhawat Shameem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sakhawat Shameem' above.

Rah Mein Koi KhaDa Ho Jaise is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rah Mein Koi KhaDa Ho Jaise, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.