Shajar Ke Bhitar Chhati ChiDiya, Urdu Ghazal By Salahuddin Mahmood

Shajar Ke Bhitar Chhati ChiDiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Salahuddin Mahmood. Shajar Ke Bhitar Chhati ChiDiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shajar Ke Bhitar Chhati ChiDiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شجر کے بھیتر چھاتی چڑیا

صلاح الدین محمود

شجر کے بھیتر چھاتی چڑیا

سمتوں کو دھراتی چڑیا

ننھی نازک کالی رنگت

شجر سفیدہ پاتی چڑیا

گل ہوتی خوشبو کے تن میں

بینائی کو لاتی چڑیا

رات کے لازم اندھیارے میں

سورج کو بہلاتی چڑیا

کالی رنگت نیلی باتیں

آنکھوں کو اجلاتی چڑیا

ہونٹوں کی خوشبو کی جانب

آتی اور شرماتی چڑیا

بہتے پانی کی صورت سے

لوہو کو مہکاتی چڑیا

بارش کے تھمتے آنگن میں

شجر شجر بہہ جاتی چڑیا

صلاح الدین محمود

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shajar Ke Bhitar Chhati ChiDiya

Salahuddin Mahmood

shajar ke bhitar chhati chiDiya
samton ko dharaati chiDiya

nannhi nazuk kali rangat
shajar safeda pati chiDiya

gul hoti KHushbu ke tan mein
binai ko lati chiDiya

raat ke lazim andhiyare mein
suraj ko bahlati chiDiya

kali rangat nili baaten
aankhon ko ujlati chiDiya

honTon ki KHushbu ki jaanib
aati aur sharmati chiDiya

bahte pani ki surat se
lohu ko mahkati chiDiya

barish ke thamte aangan mein
shajar shajar bah jati chiDiya

(287) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shajar Ke Bhitar Chhati ChiDiya written by Salahuddin Mahmood at UrduPoint. Shajar Ke Bhitar Chhati ChiDiya is one of the masterpieces written by Salahuddin Mahmood. You can also find the complete poetry collection of Salahuddin Mahmood by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Salahuddin Mahmood' above.

Shajar Ke Bhitar Chhati ChiDiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shajar Ke Bhitar Chhati ChiDiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.