Hum Ko Malum Hai Jannat Ki Haqiqat Lekin, Urdu Nazam By Salahuddin Parvez

Hum Ko Malum Hai Jannat Ki Haqiqat Lekin is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Salahuddin Parvez. Hum Ko Malum Hai Jannat Ki Haqiqat Lekin comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Hum Ko Malum Hai Jannat Ki Haqiqat Lekin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم کو معلوم ہے جنت کی حقیقت لیکن

صلاح الدین پرویز

حسن مہ گرچہ بہ ہنگام کمال اچھا ہے

اس سے محبوب مرا اچھا بہت اچھا ہے

بوسہ دیتا نہیں پر دل میں چھپا جاتا ہے

پاس رکھتا ہوں میں اک جام سفال ہر لمحہ

ساغر جم سے تو بہتر ہے

بازار میں مل جاتا ہے

مرا محبوب جب آتا ہے مرے گھر

دیکھنے طبیعت میری

اس کے دیکھن سے جو آ جاتی ہے

چہرے پہ رمق

وہ سمجھتا ہے کہ بیماری بہانہ ہے مرا

دیکھنا ہے کہ عشاق بتوں سے مل کے

فیض پائیں گے یا لعنت کے سوا

اور نہیں کچھ

قطرہ دریا میں جو مل جائے

تو دریا ہو جائے

میں بھی قطرہ ہوں

تو یہ دیکھوں کہ دریا کیا ہے

اس میں آتی تو نظر ہے مجھے اپنی جھلک

میں ہوں دوزخ میں یا برزخ میں

کہاں اور کہاں

ہم کو معلوم ہے جنت کی حقیقت لیکن

دل کے بہلانے کو غالبؔ یہ خیال اچھا ہے

صلاح الدین پرویز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Ko Malum Hai Jannat Ki Haqiqat Lekin

Salahuddin Parvez

husn-e-mah garche ba-hangam-e-kamal achchha hai
us se mahbub mera achchha bahut achchha hai
bosa deta nahin par dil mein chhupa jata hai
pas rakhta hun main ek jam-e-sifal har lamha
saghar-e-jam se to behtar hai
bazar mein mil jata hai
mera mahbub jab aata hai mere ghar
dekhne tabiat meri
us ke dekhan se jo aa jati hai
chehre pe ramaq
wo samajhta hai ki bimari bahana hai mera
dekhna hai ki ushshaq buton se mil ke
faiz paenge ya lanat ke siwa
aur nahin kuchh
qatra dariya mein jo mil jae
to dariya ho jae
main bhi qatra hun
to ye dekhun ki dariya kya hai
us mein aati to nazar hai mujhe apni jhalak
main hun dozaKH mein ya barzaKH mein
kahan aur kahan
hum ko malum hai jannat ki haqiqat lekin
dil ke bahlane ko 'ghaalib' ye KHayal achchha hai

(544) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Ko Malum Hai Jannat Ki Haqiqat Lekin written by Salahuddin Parvez at UrduPoint. Hum Ko Malum Hai Jannat Ki Haqiqat Lekin is one of the masterpieces written by Salahuddin Parvez. You can also find the complete poetry collection of Salahuddin Parvez by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Salahuddin Parvez' above.

Hum Ko Malum Hai Jannat Ki Haqiqat Lekin is a widely read Urdu Nazam. If you like Hum Ko Malum Hai Jannat Ki Haqiqat Lekin, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.