Naqsh-e-faryaadi, Urdu Nazam By Salahuddin Parvez

Naqsh-e-faryaadi is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Salahuddin Parvez. Naqsh-e-faryaadi comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Naqsh-e-faryaadi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نقش فریادی

صلاح الدین پرویز

نقش فریادی

بنا پھرتا ہوں میں بازار میں

کاغذی اک پیرہن

بس ڈھونڈھتا پھرتا ہوں میں

پر وہ ملتا ہی نہیں

کس طرح اپنی شکایت کے لئے پہنچوں

بادشاہ وقت کے دربار میں

بادشاہ بد بخت ہے

ہر وقت رہتا ہے مدرا میں اسیر

یہ مدرا وہ ہے اس کے ذہن میں ہے جو بھری

اس مدرا کے ہی کارن

اس نے اپنے دیس کے لوگوں کے

حلقوم تک ہیں کاٹ ڈالے

اور سچے نیک لوگوں اور ولیوں کے مقابر توڑ کے

نالیاں سڑکیں بنا دیں

اب نہایت فخر سے کہتا ہے وہ

میں خدا ہوں اس زمانے کا

اور سب کو مار کے

زندہ رہوں گا میں سدا

نام اس کا میں کیا لوں

سب جانتے ہیں اس کا نام

اے اسداللہ غالب تم بتاؤ

کیا کروں

صلاح الدین پرویز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Naqsh-e-faryaadi

Salahuddin Parvez

naqsh-e-faryaadi
bana phirta hun main bazar mein
kaghazi ek pairahan
bas DhunDhta-phirta hun main
par wo milta hi nahin
kis tarah apni shikayat ke liye pahunchun
baadshah-e-waqt ke darbar mein
baadshah bad-baKHt hai
har-waqt rahta hai madira mein asir
ye madira wo hai us ke zehn mein hai jo bhari
is madira ke hi karan
us ne apne des ke logon ke
hulqum tak hain kaT Dale
aur sachche nek logon aur waliyon ke maqabir toD ke
naliyan saDken bana din
ab nihayat faKHr se kahta hai wo
main KHuda hun is zamane ka
aur sab ko mar ke
zinda rahunga main sada
nam is ka main kya lun
sab jaante hain us ka nam
ai asadullah ghaalib tum batao
kya karun

(464) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Naqsh-e-faryaadi written by Salahuddin Parvez at UrduPoint. Naqsh-e-faryaadi is one of the masterpieces written by Salahuddin Parvez. You can also find the complete poetry collection of Salahuddin Parvez by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Salahuddin Parvez' above.

Naqsh-e-faryaadi is a widely read Urdu Nazam. If you like Naqsh-e-faryaadi, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.