Ye Waqt Kya Hai, Urdu Nazam By Saleem Ansari

Ye Waqt Kya Hai is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Saleem Ansari. Ye Waqt Kya Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Ye Waqt Kya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ وقت کیا ہے

سلیم انصاری

یہ وقت کیا ہے

کہ اپنے معمول سے گریزاں ہر ایک شے ہے

ہر ایک لمحہ

گزشتہ لمحات کی نفی ہے

عجیب وہم و یقین کا امتزاج

سوچوں میں گھل گیا ہے

جو خواب دیکھو تو

زندگی پر یقین آئے

دیے بجھا دو تو

روشنی پر یقین آئے

سراب دریا ہے

اور ریگ رواں سمندر

بدن پہ زخموں کا جال ہے

جگنوؤں سے لکھی ہوئی عبارت

یقین وہم و گمان کی حد

شکستگی امتحان کی حد

یہ وقت کیا ہے

کہ اپنے معمول سے گریزاں ہر ایک شے ہے

سلیم انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Waqt Kya Hai

Saleem Ansari

ye waqt kya hai
ki apne mamul se gurezan har ek shai hai
har ek lamha
guzishta lamhat ki nafi hai
ajib wahm-o-yaqin ka imtizaj
sochon mein ghul gaya hai
jo KHwab dekho to
zindagi par yaqin aae
diye bujha do to
raushni par yaqin aae
sarab dariya hai
aur reg-e-rawan samundar
badan pe zaKHmon ka jal hai
jugnuon se likkhi hui ibarat
yaqin-e-wahm-o-guman ki had
shikastagi imtihan ki had
ye waqt kya hai
ki apne mamul se gurezan har ek shai hai

(595) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Waqt Kya Hai written by Saleem Ansari at UrduPoint. Ye Waqt Kya Hai is one of the masterpieces written by Saleem Ansari. You can also find the complete poetry collection of Saleem Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saleem Ansari' above.

Ye Waqt Kya Hai is a widely read Urdu Nazam. If you like Ye Waqt Kya Hai, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.