Har Phul Kisi Rang Ka KHushbu Ka Safar Hai, Urdu Ghazal By Saleem Ur Rahman

Har Phul Kisi Rang Ka KHushbu Ka Safar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saleem Ur Rahman. Har Phul Kisi Rang Ka KHushbu Ka Safar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Phul Kisi Rang Ka KHushbu Ka Safar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر پھول کسی رنگ کا خوشبو کا سفر ہے

سلیم الرحمن

ہر پھول کسی رنگ کا خوشبو کا سفر ہے

اور باغ جہاں وقت کی اک راہ گزر ہے

وادی سے گزرتا ہے مرے خواب کا دریا

کھلتا سا لب آب ترے لطف کا در ہے

مدت سے مرے دل پہ ہے بے رنگ سا موسم

ہے دھوپ ٹھٹھرتی ہوئی بے سایہ شجر ہے

سویا ہوا ہر درد میں امید کا پل ہے

ہر رات کی دیوار پہ اک نقش سحر ہے

اک بار یہاں بویا گیا زہر زمیں میں

بد ذائقہ اب ہر نئے موسم کا ثمر ہے

جس شہر کو کہتے تھے کبھی شہر تمنا

گرتی ہوئی دیوار سے ٹوٹا ہوا در ہے

سلیم الرحمن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Phul Kisi Rang Ka KHushbu Ka Safar Hai

Saleem Ur Rahman

har phul kisi rang ka KHushbu ka safar hai
aur bagh-e-jahan waqt ki ek rahguzar hai

wadi se guzarta hai mere KHwab ka dariya
khulta sa lab-e-ab tere lutf ka dar hai

muddat se mere dil pe hai be-rang sa mausam
hai dhup ThiThurti hui be-saya shajar hai

soya hua har dard mein ummid ka pal hai
har raat ki diwar pe ek naqsh-e-sahar hai

ek bar yahan boya gaya zahar zamin mein
bad-zaiqa ab har nae mausam ka samar hai

jis shahar ko kahte the kabhi shahr-e-tamanna
girti hui diwar se TuTa hua dar hai

(441) ووٹ وصول ہوئے

You can read Har Phul Kisi Rang Ka KHushbu Ka Safar Hai written by Saleem Ur Rahman at UrduPoint. Har Phul Kisi Rang Ka KHushbu Ka Safar Hai is one of the masterpieces written by Saleem Ur Rahman. You can also find the complete poetry collection of Saleem Ur Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saleem Ur Rahman' above.

Har Phul Kisi Rang Ka KHushbu Ka Safar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Phul Kisi Rang Ka KHushbu Ka Safar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.