Shahr Aur Zanjir, Urdu Nazam By Saleem Ur Rahman

Shahr Aur Zanjir is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Saleem Ur Rahman. Shahr Aur Zanjir comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Shahr Aur Zanjir on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہر اور زنجیر

سلیم الرحمن

درد کی رات پھر آ گئی

میرے پاؤں کی زنجیر پھر جانے مجھ کو کہاں لے چلے گی

کبھی شہر کی نیم روشن سی ویران گلیاں

خمیدہ سی دیوار کے سائے سائے

میں پاؤں میں کنکر چبھوتا چلوں گا

کبھی چوڑی چکی سی بل کھاتی سڑکوں کی

ہنستی ہوئی رونقوں میں

سلگتی ہوئی خوشبوؤں کی جنوں خیز لہروں کے ریلے میں

بے بس اڑوں گا

کھلی بارکوں میں

درختوں کے چمکیلے پتوں پہ گرتی ہوئی روشنی میں

کبھی چاند کے نیلگوں سائے میں بیٹھ کر

درد کے تیز کانٹے نکالوں گا چپ چاپ

بجھتی ہوئی رات کے آخری پہر میں

سونے بستر کی ڈستی ہوئی ناگنوں پر

میں بھوکے بدن کو رلاتا رہوں گا

سلیم الرحمن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahr Aur Zanjir

Saleem Ur Rahman

dard ki raat phir aa gai
mere panw ki zanjir phir jaane mujh ko kahan le chalegi
kabhi shahr ki nim-raushan si viran galiyan
KHamida si diwar ke sae sae
main panw mein kankar chubhota chalunga
kabhi chauDi chakki si bal khati saDkon ki
hansti hui raunaqon mein
sulagti hui KHushbuon ki junun-KHez lahron ke rele mein
bebas uDunga
khuli barkon mein
daraKHton ke chamkile patton pe girti hui raushni mein
kabhi chand ke nilgun sae mein baiTh kar
dard ke tez kanTe nikalunga chup-chap
bujhti hui raat ke aaKHiri pahar mein
sone bistar ki Dasti hui naginon par
main bhuke badan ko rulata rahunga

(314) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shahr Aur Zanjir written by Saleem Ur Rahman at UrduPoint. Shahr Aur Zanjir is one of the masterpieces written by Saleem Ur Rahman. You can also find the complete poetry collection of Saleem Ur Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saleem Ur Rahman' above.

Shahr Aur Zanjir is a widely read Urdu Nazam. If you like Shahr Aur Zanjir, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.