Ho Gaya Sunsan Sara Shahar Har Ghar So Gaya, Urdu Ghazal By Saleem Ur Rahman

Ho Gaya Sunsan Sara Shahar Har Ghar So Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saleem Ur Rahman. Ho Gaya Sunsan Sara Shahar Har Ghar So Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ho Gaya Sunsan Sara Shahar Har Ghar So Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہو گیا سنسان سارا شہر ہر گھر سو گیا

سلیم الرحمن

ہو گیا سنسان سارا شہر ہر گھر سو گیا

میری آنکھیں جاگتی ہیں سارا منظر سو گیا

پھر وہ شہر اجنبی تنہائیوں کی سرد رات

اوڑھ کر یادوں کی وہ میلی سی چادر سو گیا

رات دن کے درمیاں گزری ہے ایسے زندگی

ایک منظر جاگتا تھا ایک منظر سو گیا

کشتیاں ساحل پہ لہروں کو ترستی رہ گئیں

اور زمیں کی گود میں لیٹا سمندر سو گیا

ان تھکی آنکھوں کو لے کر گھر چلو تم بھی اے دوست

رونقیں سب بجھ گئیں ہر ایک منظر سو گیا

سلیم الرحمن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ho Gaya Sunsan Sara Shahar Har Ghar So Gaya

Saleem Ur Rahman

ho gaya sunsan sara shahar har ghar so gaya
meri aankhen jagti hain sara manzar so gaya

phir wo shahr-e-ajnabi tanhaiyon ki sard raat
oDh kar yaadon ki wo maili si chadar so gaya

raat din ke darmiyan guzri hai aise zindagi
ek manzar jagta tha ek manzar so gaya

kashtiyan sahil pe lahron ko tarasti rah gain
aur zamin ki god mein leTa samundar so gaya

in thaki aankhon ko le kar ghar chalo tum bhi ai dost
raunaqen sab bujh gain har ek manzar so gaya

(317) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ho Gaya Sunsan Sara Shahar Har Ghar So Gaya written by Saleem Ur Rahman at UrduPoint. Ho Gaya Sunsan Sara Shahar Har Ghar So Gaya is one of the masterpieces written by Saleem Ur Rahman. You can also find the complete poetry collection of Saleem Ur Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saleem Ur Rahman' above.

Ho Gaya Sunsan Sara Shahar Har Ghar So Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ho Gaya Sunsan Sara Shahar Har Ghar So Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.