KHwab Ka DaraKHt, Urdu Nazam By Saleem Ur Rahman

KHwab Ka DaraKHt is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Saleem Ur Rahman. KHwab Ka DaraKHt comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read KHwab Ka DaraKHt on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواب کا درخت

سلیم الرحمن

تجھے لوٹا رہا ہوں

زندگی کا ذرہ ذرہ

عمر کی شاخوں سے جھڑتے پھول

سوکھے ہاتھ

مرجھائی رگیں

مدتوں سے میں نے تیرے

آتے جاتے موسموں کے رنگ پہنے

بادلوں کا رس پیا

روشن ہوائیں جسم نہلاتی رہیں

میرے خوابوں کی جڑوں کا

تیرے ٹھنڈے زرد سینے سے کوئی رشتہ نہ تھا

سلیم الرحمن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwab Ka DaraKHt

Saleem Ur Rahman

tujhe lauTa raha hun
zindagi ka zarra zarra
umr ki shaKHon se jhaDte phul
sukhe hath
murjhai ragen

muddaton se main ne tere
aate jate mausamon ke rang pahne
baadalon ka ras piya
raushan hawaen jism nahlati rahin
mere KHwabon ki jaDon ka
tere ThanDe zard sine se koi rishta na tha

(329) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwab Ka DaraKHt written by Saleem Ur Rahman at UrduPoint. KHwab Ka DaraKHt is one of the masterpieces written by Saleem Ur Rahman. You can also find the complete poetry collection of Saleem Ur Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saleem Ur Rahman' above.

KHwab Ka DaraKHt is a widely read Urdu Nazam. If you like KHwab Ka DaraKHt, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.