Us Ka Neza Tha Aur Mera Sar Tha, Urdu Ghazal By Saleh Nadeem

Us Ka Neza Tha Aur Mera Sar Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saleh Nadeem. Us Ka Neza Tha Aur Mera Sar Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Us Ka Neza Tha Aur Mera Sar Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کا نیزہ تھا اور مرا سر تھا

صالح ندیم

اس کا نیزہ تھا اور مرا سر تھا

اور اک خوش گوار منظر تھا

کتنی آنکھوں سے ہو کے گزرا وہ

اک تماشہ جو صرف پل بھر تھا

دل کے رشتوں کی بات کرتے ہو

ایک شیشہ تھا ایک پتھر تھا

انگلیوں کے نشان بول پڑے

کون قاتل تھا کس کا خنجر تھا

ہم اصولوں کی بات کرتے رہے

اور وہ تھا کہ اپنی ضد پر تھا

صالح ندیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Ka Neza Tha Aur Mera Sar Tha

Saleh Nadeem

us ka neza tha aur mera sar tha
aur ek KHush-gawar manzar tha

kitni aaankhon se ho ke guzra wo
ek tamasha jo sirf pal bhar tha

dil ke rishton ki baat karte ho
ek shisha tha ek patthar tha

ungliyon ke nishan bol paDe
kaun qatil tha kis ka KHanjar tha

hum usulon ki baat karte rahe
aur wo tha ki apni zid par tha

(490) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Us Ka Neza Tha Aur Mera Sar Tha written by Saleh Nadeem at UrduPoint. Us Ka Neza Tha Aur Mera Sar Tha is one of the masterpieces written by Saleh Nadeem. You can also find the complete poetry collection of Saleh Nadeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saleh Nadeem' above.

Us Ka Neza Tha Aur Mera Sar Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Ka Neza Tha Aur Mera Sar Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.