Rawan Hai Waqt Rawani Mein Aab Jaisa Hai, Urdu Ghazal By Salma Hijab

Rawan Hai Waqt Rawani Mein Aab Jaisa Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Salma Hijab. Rawan Hai Waqt Rawani Mein Aab Jaisa Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rawan Hai Waqt Rawani Mein Aab Jaisa Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رواں ہے وقت روانی میں آب جیسا ہے

سلمیٰ حجاب

رواں ہے وقت روانی میں آب جیسا ہے

ٹھہر نہ پایا کہیں بھی حباب جیسا ہے

سکون قلب کی مانگیں دعا تو کیوں مانگیں

سکون قلب اگر اضطراب جیسا ہے

لہو کا رنگ بہاروں میں ڈھل گیا جب سے

ہر ایک داغ جگر کا گلاب جیسا ہے

ہر ایک قلب صحیفہ ہے احترام کرو

ہر ایک چہرے کو پڑھ لو کتاب جیسا ہے

روایتوں پہ محبت کی اب یقین نہیں

محبتوں کا نظارا سراب جیسا ہے

الجھ رہا ہے حقیقت سے روز جو سلمیٰؔ

اسے خبر نہیں وہ خود بھی خواب جیسا ہے

سلمیٰ حجاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rawan Hai Waqt Rawani Mein Aab Jaisa Hai

Salma Hijab

rawan hai waqt rawani mein aab jaisa hai
Thahar na paya kahin bhi habab jaisa hai

sukun-e-qalb ki mangen dua to kyon mangen
sukun-e-qalb agar iztirab jaisa hai

lahu ka rang bahaaron mein Dhal gaya jab se
har ek dagh jigar ka gulab jaisa hai

har ek qalb sahifa hai ehtiram karo
har ek chehre ko paDh lo kitab jaisa hai

riwayaton pe mohabbat ki ab yaqin nahin
mohabbaton ka nazara sarab jaisa hai

ulajh raha hai haqiqat se roz jo 'salma'
use KHabar nahin wo KHud bhi KHwab jaisa hai

(375) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rawan Hai Waqt Rawani Mein Aab Jaisa Hai written by Salma Hijab at UrduPoint. Rawan Hai Waqt Rawani Mein Aab Jaisa Hai is one of the masterpieces written by Salma Hijab. You can also find the complete poetry collection of Salma Hijab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Salma Hijab' above.

Rawan Hai Waqt Rawani Mein Aab Jaisa Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rawan Hai Waqt Rawani Mein Aab Jaisa Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.