Ab Safar Mein Hai Rasta Ban Kar, Urdu Ghazal By Saltanat Qaisar

Ab Safar Mein Hai Rasta Ban Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saltanat Qaisar. Ab Safar Mein Hai Rasta Ban Kar comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ab Safar Mein Hai Rasta Ban Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب سفر میں ہے راستہ بن کر

سلطنت قیصر

اب سفر میں ہے راستہ بن کر

کیا ملا ہے تجھے ہوا بن کر

بات بھی رہ گئی ادھوری ہی

لفظ بھی کھو گیا صدا بن کر

خود سے آگے نکلتا جاتا ہے

چل رہا ہے وہ راستہ بن کر

پھر سے اس کو تلاش کرنا ہے

لوٹ آیا ہے وہ نیا بن کر

روز اک حادثے سے گزرا ہے

جی رہا ہے وہ معجزہ بن کر

میرے حصے میں آ گیا کوئی

اک مصائب کا سلسلہ بن کر

سبز پوشاک میں نکھر آیا

پیڑ اچھا لگا ہرا بن کر

سلطنت قیصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Safar Mein Hai Rasta Ban Kar

Saltanat Qaisar

ab safar mein hai rasta ban kar
kya mila hai tujhe hawa ban kar

baat bhi rah gai adhuri hi
lafz bhi kho gaya sada ban kar

KHud se aage nikalta jata hai
chal raha hai wo rasta ban kar

phir se us ko talash karna hai
lauT aaya hai wo naya ban kar

roz ek hadse se guzra hai
ji raha hai wo moajiza ban kar

mere hisse mein aa gaya koi
ek masaib ka silsila ban kar

sabz poshak mein nikhar aaya
peD achchha laga hara ban kar

(451) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Safar Mein Hai Rasta Ban Kar written by Saltanat Qaisar at UrduPoint. Ab Safar Mein Hai Rasta Ban Kar is one of the masterpieces written by Saltanat Qaisar. You can also find the complete poetry collection of Saltanat Qaisar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saltanat Qaisar' above.

Ab Safar Mein Hai Rasta Ban Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Safar Mein Hai Rasta Ban Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.