Donon Ne Apne Hath Ka Likkha Hua MiTa Diya, Urdu Ghazal By Saltanat Qaisar

Donon Ne Apne Hath Ka Likkha Hua MiTa Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saltanat Qaisar. Donon Ne Apne Hath Ka Likkha Hua MiTa Diya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Donon Ne Apne Hath Ka Likkha Hua MiTa Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دونوں نے اپنے ہاتھ کا لکھا ہوا مٹا دیا

سلطنت قیصر

دونوں نے اپنے ہاتھ کا لکھا ہوا مٹا دیا

تم نے مجھے بھلا دیا میں نے تمہیں بھلا دیا

ہجر کے داغ کے سوا بجھتے چراغ کے سوا

میں نے کسی کو کیا دیا مجھ کو کسی نے کیا دیا

درد کے فاصلے میں تھا وہ ابھی راستے میں تھا

رات ابھی سفر میں تھی کس نے دیا بجھا دیا

وہ تری گرد پا نہ تھا اور جلا وطن ہوا

تو نے کہاں کی خاک کو لا کے کہاں اڑا دیا

سلطنت قیصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Donon Ne Apne Hath Ka Likkha Hua MiTa Diya

Saltanat Qaisar

donon ne apne hath ka likkha hua miTa diya
tum ne mujhe bhula diya main ne tumhein bhula diya

hijr ke dagh ke siwa bujhte charagh ke siwa
main ne kisi ko kya diya mujh ko kisi ne kya diya

dard ke fasle mein tha wo abhi raste mein tha
raat abhi safar mein thi kis ne diya bujha diya

wo teri gard-e-pa na tha aur jila-watan hua
tu ne kahan ki KHak ko la ke kahan uDa diya

(440) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Donon Ne Apne Hath Ka Likkha Hua MiTa Diya written by Saltanat Qaisar at UrduPoint. Donon Ne Apne Hath Ka Likkha Hua MiTa Diya is one of the masterpieces written by Saltanat Qaisar. You can also find the complete poetry collection of Saltanat Qaisar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saltanat Qaisar' above.

Donon Ne Apne Hath Ka Likkha Hua MiTa Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Donon Ne Apne Hath Ka Likkha Hua MiTa Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.