HonT Par KHamoshiyan Rakkhi Huin, Urdu Ghazal By Saltanat Qaisar

HonT Par KHamoshiyan Rakkhi Huin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saltanat Qaisar. HonT Par KHamoshiyan Rakkhi Huin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read HonT Par KHamoshiyan Rakkhi Huin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہونٹ پر خاموشیاں رکھی ہوئیں

سلطنت قیصر

ہونٹ پر خاموشیاں رکھی ہوئیں

حرف پر ہیں تختیاں رکھی ہوئیں

جل رہی ہے رات گھر کے صحن میں

طاق میں ہیں بتیاں رکھی ہوئیں

چھو رہی ہیں رنگ میری آنکھ کا

بوتلوں میں تتلیاں رکھی ہوئیں

جھانکتی ہیں سب کتابیں شیلف سے

میز پر ہیں انگلیاں رکھی ہوئیں

بہہ گئی ہیں گہرے پانی میں کہیں

ساحلوں پر کشتیاں رکھی ہوئیں

جھڑ چکے ہیں پھول اور پتے مگر

پیڑ پر ہیں ٹہنیاں رکھی ہوئیں

سلطنت قیصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

HonT Par KHamoshiyan Rakkhi Huin

Saltanat Qaisar

honT par KHamoshiyan rakkhi huin
harf par hain taKHtiyan rakkhi huin

jal rahi hai raat ghar ke sahn mein
taq mein hain battiyan rakkhi huin

chhu rahi hain rang meri aankh ka
botalon mein titliyan rakkhi huin

jhankti hain sab kitaben shelf se
mez par hain ungliyan rakkhi huin

bah gai hain gahre pani mein kahin
sahilon par kashtiyan rakkhi huin

jhaD chuke hain phul aur patte magar
peD par hain Tahniyan rakkhi huin

(567) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read HonT Par KHamoshiyan Rakkhi Huin written by Saltanat Qaisar at UrduPoint. HonT Par KHamoshiyan Rakkhi Huin is one of the masterpieces written by Saltanat Qaisar. You can also find the complete poetry collection of Saltanat Qaisar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saltanat Qaisar' above.

HonT Par KHamoshiyan Rakkhi Huin is a widely read Urdu Ghazal. If you like HonT Par KHamoshiyan Rakkhi Huin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.