Naqsh Diwar Par Banata Hai, Urdu Ghazal By Saltanat Qaisar

Naqsh Diwar Par Banata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saltanat Qaisar. Naqsh Diwar Par Banata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Naqsh Diwar Par Banata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نقش دیوار پر بناتا ہے

سلطنت قیصر

نقش دیوار پر بناتا ہے

کون بجھتے دیے جلاتا ہے

شب کنارے پہ لوٹ آتی ہے

دن سمندر میں ڈوب جاتا ہے

پہلے آتی ہے شام وصل طلب

پھر ترا خواب مجھ کو آتا ہے

ہم سفر گر بنا نہیں سکتا

کیوں مجھے راستہ دکھاتا ہے

ڈھل رہا ہے خود اس کی صورت میں

تو جسے چاک پر گھماتا ہے

سلطنت قیصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Naqsh Diwar Par Banata Hai

Saltanat Qaisar

naqsh diwar par banata hai
kaun bujhte diye jalata hai

shab kinare pe lauT aati hai
din samundar mein Dub jata hai

pahle aati hai sham-e-wasl-talab
phir tera KHwab mujh ko aata hai

ham-safar gar bana nahin sakta
kyon mujhe rasta dikhata hai

Dhal raha hai KHud us ki surat mein
tu jise chaak par ghumata hai

(492) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Naqsh Diwar Par Banata Hai written by Saltanat Qaisar at UrduPoint. Naqsh Diwar Par Banata Hai is one of the masterpieces written by Saltanat Qaisar. You can also find the complete poetry collection of Saltanat Qaisar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saltanat Qaisar' above.

Naqsh Diwar Par Banata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Naqsh Diwar Par Banata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.