Unchi Hai Bahut Mere KHayalat Ki Duniya, Urdu Ghazal By Samia Naseem

Unchi Hai Bahut Mere KHayalat Ki Duniya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Samia Naseem. Unchi Hai Bahut Mere KHayalat Ki Duniya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Unchi Hai Bahut Mere KHayalat Ki Duniya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اونچی ہے بہت میرے خیالات کی دنیا

سمیعہ نسیم

اونچی ہے بہت میرے خیالات کی دنیا

جیسے کسی فن کار کے جذبات کی دنیا

الفت ہے کسی میں نہ مروت ہے کسی میں

بس دل کی تشفی ہے ملاقات کی دنیا

اے کاش کہ اس دل کو جواب ایک بھی ملتا

بڑھتی چلی جاتی ہے سوالات کی دنیا

اخلاص و محبت یہ جہاں بھول چکا ہے

دیتی ہے اشارہ ہمیں اس بات کی دنیا

سچ یہ ہے کہ یہ بات نسیمؔ آپ کی سچ ہے

بے کیف ہے ہر دن کی ہر اک رات کی دنیا

سمیعہ نسیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Unchi Hai Bahut Mere KHayalat Ki Duniya

Samia Naseem

unchi hai bahut mere KHayalat ki duniya
jaise kisi fankar ke jazbaat ki duniya

ulfat hai kisi mein na murawwat hai kisi mein
bas dil ki tashaffi hai mulaqat ki duniya

ai kash ki is dil ko jawab ek bhi milta
baDhti chali jati hai sawalat ki duniya

iKHlas-o-mohabbat ye jahan bhul chuka hai
deti hai ishaara hamein is baat ki duniya

sach ye hai ki ye baat 'nasim' aap ki sach hai
be-kaif hai har din ki har ek raat ki duniya

(719) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Unchi Hai Bahut Mere KHayalat Ki Duniya written by Samia Naseem at UrduPoint. Unchi Hai Bahut Mere KHayalat Ki Duniya is one of the masterpieces written by Samia Naseem. You can also find the complete poetry collection of Samia Naseem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Samia Naseem' above.

Unchi Hai Bahut Mere KHayalat Ki Duniya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Unchi Hai Bahut Mere KHayalat Ki Duniya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.