Dhoke Ne Mujhko Ishq Mein Kya Kya Sikha Diya, Urdu Ghazal By Santosh Khirvadkar

Dhoke Ne Mujhko Ishq Mein Kya Kya Sikha Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Santosh Khirvadkar. Dhoke Ne Mujhko Ishq Mein Kya Kya Sikha Diya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dhoke Ne Mujhko Ishq Mein Kya Kya Sikha Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دھوکے نے مجھ کو عشق میں کیا کیا سکھا دیا

سنتوش کھروڑکر

دھوکے نے مجھ کو عشق میں کیا کیا سکھا دیا

گرنا سکھا دیا ہے سنبھلنا سکھا دیا

روتی تھیں زار زار یہ وعدے نے آپ کے

آنکھوں کو انتظار بھی کرنا سکھا دیا

سورج کی تیز دھوپ بڑا کام کر گئی

خوابوں کے دائرے سے نکلنا سکھا دیا

اپنوں کی ٹھوکروں نے گرایا تھا بارہا

غیروں نے سیدھی راہ پہ چلنا سکھا دیا

سنتوشؔ کا کیا میں کروں شکر کس طرح

مجھ کو بھی دوستی کا سلیقہ سکھا دیا

سنتوش کھروڑکر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dhoke Ne Mujhko Ishq Mein Kya Kya Sikha Diya

Santosh Khirvadkar

dhoke ne mujh ko ishq mein kya kya sikha diya
girna sikha diya hai sambhalna sikha diya

roti thin zar-zar ye wade ne aap ke
aankhon ko intizar bhi karna sikha diya

suraj ki tez dhup baDa kaam kar gai
KHwabon ke daere se nikalna sikha diya

apnon ki Thokaron ne giraya tha barha
ghairon ne sidhi rah pe chalna sikha diya

'santosh' ka kiya main karun shukr kis tarah
mujh ko bhi dosti ka saliqa sikha diya

(436) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dhoke Ne Mujhko Ishq Mein Kya Kya Sikha Diya written by Santosh Khirvadkar at UrduPoint. Dhoke Ne Mujhko Ishq Mein Kya Kya Sikha Diya is one of the masterpieces written by Santosh Khirvadkar. You can also find the complete poetry collection of Santosh Khirvadkar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Santosh Khirvadkar' above.

Dhoke Ne Mujhko Ishq Mein Kya Kya Sikha Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dhoke Ne Mujhko Ishq Mein Kya Kya Sikha Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.