Ab To Ye Silsila Musalsal Hai, Urdu Ghazal By Saqib Humraaz

Ab To Ye Silsila Musalsal Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saqib Humraaz. Ab To Ye Silsila Musalsal Hai comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ab To Ye Silsila Musalsal Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب تو یہ سلسلہ مسلسل ہے

ثاقب ہمراز

اب تو یہ سلسلہ مسلسل ہے

آنکھ سوکھی تو دل میں جل تھل ہے

آب دیدہ ہی لوٹنا ہے اور

جانتا ہوں کہ آگے دلدل ہے

اک تمہارے سکوت کے صدقے

ہر طرف خامشی کی ہلچل ہے

کوئی الفت طلب نہیں تم سے

عادتاً دل ہمارا بیکل ہے

گو کہ ماتم نہیں کیا ہم نے

ورنہ جو ہو رہا ہے کربل ہے

رقص وجدی کی اصل جا پیارے

کوئے جاناں نہیں ہے مقتل ہے

آپ صحرا میں وحشتیں ڈھونڈیں

میرا کمرہ ہی میرا جنگل ہے

ثاقب ہمراز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab To Ye Silsila Musalsal Hai

Saqib Humraaz

ab to ye silsila musalsal hai
aankh sukhi to dil mein jal-thal hai

aabdida hi lauTna hai aur
jaanta hun ki aage daldal hai

ek tumhaare sukut ke sadqe
har taraf KHamushi ki halchal hai

koi ulfat talab nahin tum se
aadatan dil hamara bekal hai

go ki matam nahin kiya hum ne
warna jo ho raha hai karbal hai

raqs-e-wajdi ki asl ja pyare
ku-e-jaanan nahin hai maqtal hai

aap sahra mein wahshaten DhunDen
mera kamra hi mera jangal hai

(187) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ab To Ye Silsila Musalsal Hai written by Saqib Humraaz at UrduPoint. Ab To Ye Silsila Musalsal Hai is one of the masterpieces written by Saqib Humraaz. You can also find the complete poetry collection of Saqib Humraaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saqib Humraaz' above.

Ab To Ye Silsila Musalsal Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab To Ye Silsila Musalsal Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.