Tez Mujh Par Jo Sitamgar Ki Chhuri Hoti Hai, Urdu Ghazal By Saqib Lakhnavi

Tez Mujh Par Jo Sitamgar Ki Chhuri Hoti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saqib Lakhnavi. Tez Mujh Par Jo Sitamgar Ki Chhuri Hoti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tez Mujh Par Jo Sitamgar Ki Chhuri Hoti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیز مجھ پر جو ستم گر کی چھری ہوتی ہے

ثاقب لکھنوی

تیز مجھ پر جو ستم گر کی چھری ہوتی ہے

کیجیے کیا کہ لگی دل کی بری ہوتی ہے

منع کرتا ہے تڑپنے سے قفس میں صیاد

نالے کرتا ہوں تو گردن پہ چھری ہوتی ہے

ہر بدی کرتی ہے انسان کو دنیا میں ہلاک

سم قاتل ہے وہ عادت جو بری ہوتی ہے

اہل دل عشق میں دم مار سکیں کیا ممکن

رگ جاں کے لئے ہر سانس چھری ہوتی ہے

بیٹھ کیوں بادہ کشوں میں کہ ہوں گم ہوش و حواس

صحبت اہل خرابات بری ہوتی ہے

ثاقب لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tez Mujh Par Jo Sitamgar Ki Chhuri Hoti Hai

Saqib Lakhnavi

tez mujh par jo sitamgar ki chhuri hoti hai
kijiye kya ki lagi dil ki buri hoti hai

mana karta hai taDapne se qafas mein sayyaad
nale karta hun to gardan pe chhuri hoti hai

har badi karti hai insan ko duniya mein halak
sam-e-qatil hai wo aadat jo buri hoti hai

ahl-e-dil ishq mein dam mar saken kya mumkin
rag-e-jaan ke liye har sans chhuri hoti hai

baiTh kyun baada-kashon mein ki hon gum hosh-o-hawas
sohbat-e-ahl-e-KHarabaat buri hoti hai

(570) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tez Mujh Par Jo Sitamgar Ki Chhuri Hoti Hai written by Saqib Lakhnavi at UrduPoint. Tez Mujh Par Jo Sitamgar Ki Chhuri Hoti Hai is one of the masterpieces written by Saqib Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Saqib Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saqib Lakhnavi' above.

Tez Mujh Par Jo Sitamgar Ki Chhuri Hoti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tez Mujh Par Jo Sitamgar Ki Chhuri Hoti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.