Ye Aah-o-fughan Kyun Hai Dil-e-zar Ke Aage, Urdu Ghazal By Saqib Lakhnavi

Ye Aah-o-fughan Kyun Hai Dil-e-zar Ke Aage is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saqib Lakhnavi. Ye Aah-o-fughan Kyun Hai Dil-e-zar Ke Aage comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Aah-o-fughan Kyun Hai Dil-e-zar Ke Aage on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ آہ و فغاں کیوں ہے دل زار کے آگے

ثاقب لکھنوی

یہ آہ و فغاں کیوں ہے دل زار کے آگے

کہتے ہیں کہ روتے نہیں بیمار کے آگے

پھر موت کا ہے سامنا اللہ بچائے

پھر دل لیے جاتا ہے ستم گر کے آگے

بکنے کے لیے آپ نہ بازار میں آئے

بھجوا دیا یوسف کو خریدار کے آگے

منعم کو مبارک یہ نقیب اور جلو دار

اللہ ہی اللہ ہے نادار کے آگے

ضد کرتے ہو کیوں تیر نہ پہنچیں گے ہدف تک

ارمان ہزاروں ہیں دل زار کے آگے

سرگرم سخن ہوں دل وارفتہ سے اس طرح

جیسے کوئی باتیں کرے دیوار کے آگے

ثاقب لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Aah-o-fughan Kyun Hai Dil-e-zar Ke Aage

Saqib Lakhnavi

ye aah-o-fughan kyun hai dil-e-zar ke aage
kahte hain ki rote nahin bimar ke aage

phir maut ka hai samna allah bachae
phir dil liye jata hai sitamgar ke aage

bikne ke liye aap na bazar mein aae
bhijwa diya yusuf ko KHaridar ke aage

munim ko mubarak ye naqib aur jilau-dar
allah hi allah hai nadar ke aage

zid karte ho kyun tir na pahunchenge hadaf tak
arman hazaron hain dil-e-zar ke aage

sargarm-e-suKHan hun dil-e-warafta se is tarah
jaise koi baaten kare diwar ke aage

(418) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Aah-o-fughan Kyun Hai Dil-e-zar Ke Aage written by Saqib Lakhnavi at UrduPoint. Ye Aah-o-fughan Kyun Hai Dil-e-zar Ke Aage is one of the masterpieces written by Saqib Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Saqib Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saqib Lakhnavi' above.

Ye Aah-o-fughan Kyun Hai Dil-e-zar Ke Aage is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Aah-o-fughan Kyun Hai Dil-e-zar Ke Aage, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.