Kaise Na Ho Ye Dard Jo Fidwi Ke Sar Mein Hai, Urdu By Sarfaraz Shahid

Kaise Na Ho Ye Dard Jo Fidwi Ke Sar Mein Hai is a famous Urdu written by a famous poet, Sarfaraz Shahid. Kaise Na Ho Ye Dard Jo Fidwi Ke Sar Mein Hai comes under the Social, Funny category of Urdu . You can read Kaise Na Ho Ye Dard Jo Fidwi Ke Sar Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیسے نہ ہو یہ درد جو فدوی کے سر میں ہے

سرفراز شاہد

کیسے نہ ہو یہ درد جو فدوی کے سر میں ہے

اک زوجۂ علیل جو مدت سے گھر میں ہے

ہے مبتلائے عشق بتاں میرا ڈاکٹر

جو مجھ میں وائرس ہے وہی چارہ گر میں ہے

بھینگی اگر دلہن ہے ذرا سی تو کیا ہوا

لاکھوں کا مال بھی تو ہماری نظر میں ہے

ہے واقعی کمال یہ کنٹیکٹ لینس کا

اک بحر نیلگوں جو تری چشم تر میں ہے

سپیشلسٹ پین کلر دے تو کون سا؟

''سارے جہاں کا درد ہمارے جگر میں ہے''

مسکہ لگا کے باس کو اپنا بنا لیا

شاہدؔ یہ جانتا ہے کہ جادو بٹر میں ہے

سرفراز شاہد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaise Na Ho Ye Dard Jo Fidwi Ke Sar Mein Hai

Sarfaraz Shahid

kaise na ho ye dard jo fidwi ke sar mein hai
ek zauja-e-alil jo muddat se ghar mein hai

hai mubtala-e-ishq-e-butan mera doctor
jo mujh mein wirus hai wahi chaara-gar mein hai

bhengi agar dulhan hai zara si to kya hua
lakhon ka mal bhi to hamari nazar mein hai

hai waqai kamal ye contact lens ka
ek bahr-e-nilgun jo teri chashm-e-tar mein hai

specialist pain-killer de to kaun sa?
sare jahan ka dard hamare jigar mein hai

maska laga ke boss ko apna bana liya
'shahid' ye jaanta hai ki jadu butter mein hai

(2005) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaise Na Ho Ye Dard Jo Fidwi Ke Sar Mein Hai written by Sarfaraz Shahid at UrduPoint. Kaise Na Ho Ye Dard Jo Fidwi Ke Sar Mein Hai is one of the masterpieces written by Sarfaraz Shahid. You can also find the complete poetry collection of Sarfaraz Shahid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sarfaraz Shahid' above.

Kaise Na Ho Ye Dard Jo Fidwi Ke Sar Mein Hai is a widely read Urdu . If you like Kaise Na Ho Ye Dard Jo Fidwi Ke Sar Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu .

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.