Aise Lage Hai Naukri Mal-e-haram Ke Baghair, Urdu Ghazal By Sarfaraz Shahid

Aise Lage Hai Naukri Mal-e-haram Ke Baghair is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sarfaraz Shahid. Aise Lage Hai Naukri Mal-e-haram Ke Baghair comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aise Lage Hai Naukri Mal-e-haram Ke Baghair on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایسے لگے ہے نوکری مال حرام کے بغیر

سرفراز شاہد

ایسے لگے ہے نوکری مال حرام کے بغیر

جیسے ہو داغؔ کی غزل بادہ و جام کے بغیر

ہو نہ سماج بیچ میں عشق ہو یوں اسپیڈ میں

لاری چلے بریک بن گھوڑا لگام کے بغیر

پیار کی ساری گفتگو اب وہ کرے ہے فون پر

اور پھرے ہے نامہ بر نام و پیام کے بغیر

بیوی کی ایک چپ سے ہے گھر کی فضا بجھی بجھی

جیسے کوئی مشاعرہ میرے کلام کے بغیر

شاہدؔ ہمارا شعر ہے اوڑھے ہوئی شگفتگی

ورنہ ہے تیغ بے اماں وہ بھی نیام کے بغیر

سرفراز شاہد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aise Lage Hai Naukri Mal-e-haram Ke Baghair

Sarfaraz Shahid

aise lage hai naukri mal-e-haram ke baghair
jaise ho 'dagh' ki ghazal baada o jam ke baghair

ho na samaj bich mein ishq ho yun speed mein
lari chale break-bin ghoDa lagam ke baghair

pyar ki sari guftugu ab wo kare hai phone par
aur phire hai nama-bar nam o payam ke baghair

biwi ki ek chup se hai ghar ki faza bujhi bujhi
jaise koi mushaera mere kalam ke baghair

'shahid' hamara sher hai oDhe hui shaguftagi
warna hai tegh-e-be-aman wo bhi niyam ke baghair

(799) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aise Lage Hai Naukri Mal-e-haram Ke Baghair written by Sarfaraz Shahid at UrduPoint. Aise Lage Hai Naukri Mal-e-haram Ke Baghair is one of the masterpieces written by Sarfaraz Shahid. You can also find the complete poetry collection of Sarfaraz Shahid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sarfaraz Shahid' above.

Aise Lage Hai Naukri Mal-e-haram Ke Baghair is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aise Lage Hai Naukri Mal-e-haram Ke Baghair, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.