Wafa Ke Shahr Mein Maqbul Thi Sada Kitni, Urdu Ghazal By Satyapal Kaushik Suroor

Wafa Ke Shahr Mein Maqbul Thi Sada Kitni is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Satyapal Kaushik Suroor. Wafa Ke Shahr Mein Maqbul Thi Sada Kitni comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wafa Ke Shahr Mein Maqbul Thi Sada Kitni on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وفا کے شہر میں مقبول تھی صدا کتنی

ستیہ پال کوشک سرور

وفا کے شہر میں مقبول تھی صدا کتنی

مگر نہ پہنچی یہ ان تک تھی نارسا کتنی

تمام عمر جلے آتش ندامت میں

ملی ہے پیار کے اظہار کی سزا کتنی

نکل کے صحن چمن سے نہ پھر کبھی پلٹی

حسین پھولوں کی خوشبو تھی بے وفا کتنی

میں بن کے تیز ہوا چل رہا ہوں مدت سے

ذرا نگاہ تو ڈالو چھٹی گھٹا کتنی

وفا پرستوں کی نگری میں ناروا ہے جو

ہوس کے شہر میں وہ بات ہے روا کتنی

میں اپنی روح کی آواز سن سکا نہ سرورؔ

مرے گناہوں کی پر شور تھی صدا کتنی

ستیہ پال کوشک سرور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wafa Ke Shahr Mein Maqbul Thi Sada Kitni

Satyapal Kaushik Suroor

wafa ke shahr mein maqbul thi sada kitni
magar na pahunchi ye un tak thi na-rasa kitni

tamam umr jale aatish-e-nadamat mein
mili hai pyar ke izhaar ki saza kitni

nikal ke sehn-e-chaman se na phir kabhi palTi
hasin phulon ki KHushbu thi bewafa kitni

main ban ke tez hawa chal raha hun muddat se
zara nigah to Dalo chhaTi ghaTa kitni

wafa-paraston ki nagri mein narawa hai jo
hawas ke shahr mein wo baat hai rawa kitni

main apni ruh ki aawaz sun saka na 'surur'
mere gunahon ki pur-shor thi sada kitni

(351) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wafa Ke Shahr Mein Maqbul Thi Sada Kitni written by Satyapal Kaushik Suroor at UrduPoint. Wafa Ke Shahr Mein Maqbul Thi Sada Kitni is one of the masterpieces written by Satyapal Kaushik Suroor. You can also find the complete poetry collection of Satyapal Kaushik Suroor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Satyapal Kaushik Suroor' above.

Wafa Ke Shahr Mein Maqbul Thi Sada Kitni is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wafa Ke Shahr Mein Maqbul Thi Sada Kitni, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.