Na Apna Baqi Ye Tan Rahega Na Tan Mein Tab O Tawan Rahegi, Urdu Ghazal By Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz

Na Apna Baqi Ye Tan Rahega Na Tan Mein Tab O Tawan Rahegi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz. Na Apna Baqi Ye Tan Rahega Na Tan Mein Tab O Tawan Rahegi comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Na Apna Baqi Ye Tan Rahega Na Tan Mein Tab O Tawan Rahegi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ اپنا باقی یہ تن رہے گا نہ تن میں تاب و تواں رہے گی

سید محمد عبد الغفور شہباز

نہ اپنا باقی یہ تن رہے گا نہ تن میں تاب و تواں رہے گی

اگر جدائی میں جاں رہے گی تمہیں بتاؤ کہاں رہے گی

مژہ کے تیروں سے چھان دل کو جو چھاننی ہو نگہ کو گہری

کھنچی ہوئی دل سے کب تلک یوں تری بھنؤں کی کماں رہے گی

خدا نے منہ میں زبان دی ہے تو شکر یہ ہے کہ منہ سے بولو

کہ کچھ دنوں میں نہ منہ رہے گا نہ منہ میں چلتی زباں رہے گی

بہار کے تخت و تاج پر بھی گلوں کو روتے ہی ہم نے دیکھا

کہ گاڑ کر خار و خس کا جھنڈا چمن میں اک دن خزاں رہے گی

دکھائے گا اپنا جب وہ قامت مچے گی یاں طرفہ اک قیامت

نہ واعظوں میں یہ ذکر ہوگا نہ مسجدوں میں اذاں رہے گی

بجے گا کوچوں میں یونہی گھنٹہ اذاں یونہی ہوگی مسجدوں میں

نہ جب تلک ان کو تو ملے گا تمام آہ و فغاں رہے گی

نہ دیں گے جب تک نگہ کو دل ہم قرار حاصل نہ ہوگا دل کو

کبھی نہ ہم سانس لے سکیں گے اڑی ہوئی اک سناں رہے گی

زباں پہ شہبازؔ کی ہیں جاری مدام شیریں لبوں کی باتیں

خدا نے چاہا تو نوک خامہ ہمیشہ رطب اللساں رہے گی

سید محمد عبد الغفور شہباز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Apna Baqi Ye Tan Rahega Na Tan Mein Tab O Tawan Rahegi

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz

na apna baqi ye tan rahega na tan mein tab o tawan rahegi
agar judai mein jaan rahegi tumhin batao kahan rahegi

mizha ke tiron se chhan dil ko jo chhanni ho nigah ko gahri
khinchi hui dil se kab talak yun teri bhawon ki kaman rahegi

KHuda ne munh mein zaban di hai to shukr ye hai ki munh se bolo
ki kuchh dinon mein na munh rahega na munh mein chalti zaban rahegi

bahaar ke taKHt-o-taj par bhi gulon ko rote hi hum ne dekha
ki gaD kar KHar-o-KHas ka jhanDa chaman mein ek din KHizan rahegi

dikhaega apna jab wo qamat machegi yan tarfa ek qayamat
na waizon mein ye zikr hoga na masjidon mein azan rahegi

bajega kuchon mein yunhi ghanTa azan yunhi hogi masjidon mein
na jab talak un ko tu milega tamam aah-o-fughan rahegi

na denge jab tak nigah ko dil hum qarar hasil na hoga dil ko
kabhi na hum sans le sakenge uDi hui ek sinan rahegi

zaban pe 'shahbaz' ki hain jari mudam shirin-labon ki baaten
KHuda ne chaha to nok-e-KHama hamesha ratb-ul-lisan rahegi

(493) ووٹ وصول ہوئے

More Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Poetry

انجام خوشی کا دنیا میں سچ کہتے ہو غم ہوتا ہے

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Anjam Khushi Ka Duniya Mein Sach Kahte Ho Gham Hota Hai

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

شہبازؔ میں عیب ہی نہیں کل

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Shahbaz Mein Aib Hi Nahin Kul

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

انجام خوشی کا دنیا میں سچ کہتے ہو غم ہوتا ہے

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Anjam Khushi Ka Duniya Mein Sach Kahte Ho Gham Hota Hai

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

مٹی کا ہی گھر نہ ہوگا برباد

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Mitti Ka Hi Ghar Na Hoga Barbaad

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

خدا نے منہ میں زبان دی ہے تو شکر یہ ہے کہ منہ سے بولو

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Khuda Ne Munh Mein Zaban Di Hai To Shukr Ye Hai Ki Munh Se Bolo

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

کہاں نصیب زمرد کو سرخ روئی یہ (ردیف .. ی)

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Kahan Nasib Zamurrad Ko Surkh-rui Ye

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

شب فراق کا چھایا ہوا ہے رعب ایسا (ردیف .. ی)

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Shab-e-firaq Ka Chhaya Hua Hai Rob Aisa

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

دل تو دل افعئ گیسو وہ بلا ہے کافر

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Dil To Dil Afai-e-gesu Wo Bala Hai Kafir

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

You can read Na Apna Baqi Ye Tan Rahega Na Tan Mein Tab O Tawan Rahegi written by Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz at UrduPoint. Na Apna Baqi Ye Tan Rahega Na Tan Mein Tab O Tawan Rahegi is one of the masterpieces written by Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz. You can also find the complete poetry collection of Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz' above.

Na Apna Baqi Ye Tan Rahega Na Tan Mein Tab O Tawan Rahegi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Apna Baqi Ye Tan Rahega Na Tan Mein Tab O Tawan Rahegi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.