Ab Ai Be-dard Kya Is Ke Liye Irshad Hota Hai, Urdu Ghazal By Seemab Akbarabadi

Ab Ai Be-dard Kya Is Ke Liye Irshad Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Seemab Akbarabadi. Ab Ai Be-dard Kya Is Ke Liye Irshad Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Ai Be-dard Kya Is Ke Liye Irshad Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب اے بے درد کیا اس کے لئے ارشاد ہوتا ہے

سیماب اکبرآبادی

اب اے بے درد کیا اس کے لئے ارشاد ہوتا ہے

پھر اپنی خاک سے پیدا دل برباد ہوتا ہے

تصور جب انیس خاطر ناشاد ہوتا ہے

جہان دل تری تصویر سے آباد ہوتا ہے

اسیران وفا گھبرائیں کیوں تجویز زنداں سے

یہیں تو امتحان فطرت آزاد ہوتا ہے

جگہ ملتی نہیں جس کو شب غم محشر دل میں

وہ ہنگامہ لب خاموش میں آباد ہوتا ہے

بہار آئی ہے استقبال کرنے باب زنداں تک

نہیں معلوم سیمابؔ آج کون آزاد ہوتا ہے

سیماب اکبرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Ai Be-dard Kya Is Ke Liye Irshad Hota Hai

Seemab Akbarabadi

ab ai be-dard kya is ke liye irshad hota hai
phir apni KHak se paida dil-e-barbaad hota hai

tasawwur jab anis-e-KHatir-e-nashad hota hai
jahan-e-dil teri taswir se aabaad hota hai

asiran-e-wafa ghabraen kyun tajwiz-e-zindan se
yahin to imtihan-e-fitrat-e-azad hota hai

jagah milti nahin jis ko shab-e-gham mahshar-e-dil mein
wo hangama lab-e-KHamosh mein aabaad hota hai

bahaar aai hai istiqbaal karne bab-e-zindan tak
nahin malum 'simab' aaj kaun aazad hota hai

(293) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Ai Be-dard Kya Is Ke Liye Irshad Hota Hai written by Seemab Akbarabadi at UrduPoint. Ab Ai Be-dard Kya Is Ke Liye Irshad Hota Hai is one of the masterpieces written by Seemab Akbarabadi. You can also find the complete poetry collection of Seemab Akbarabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Seemab Akbarabadi' above.

Ab Ai Be-dard Kya Is Ke Liye Irshad Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Ai Be-dard Kya Is Ke Liye Irshad Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.