Jis Jagah Jama Tere KHak-nashin Hote Hain, Urdu Ghazal By Seemab Akbarabadi

Jis Jagah Jama Tere KHak-nashin Hote Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Seemab Akbarabadi. Jis Jagah Jama Tere KHak-nashin Hote Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Jagah Jama Tere KHak-nashin Hote Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس جگہ جمع ترے خاک نشیں ہوتے ہیں

سیماب اکبرآبادی

جس جگہ جمع ترے خاک نشیں ہوتے ہیں

غالباً سب میں نمودار ہمیں ہوتے ہیں

درد سر ان کے لئے کیوں ہے مرا عجز و نیاز

میرے سجدوں سے وہ کیوں چیں بہ جبیں ہوتے ہیں

ان کی محفل سے تصور کا تعلق ہے ہمیں

آنکھ کر لیتے ہیں جب بند وہیں ہوتے ہیں

تیرے جلووں نے مجھے گھیر لیا ہے اے دوست

اب تو تنہائی کے لمحے بھی حسیں ہوتے ہیں

اعتکاف ان دنوں ہے فرض سنا ہے سیمابؔ

رمضاں آ گئے مے خانہ نشیں ہوتے ہیں

سیماب اکبرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Jagah Jama Tere KHak-nashin Hote Hain

Seemab Akbarabadi

jis jagah jama tere KHak-nashin hote hain
ghaaliban sab mein numudar hamin hote hain

dard-e-sar un ke liye kyun hai mera ijz-o-niyaz
mere sajdon se wo kyun chin-ba-jabin hote hain

un ki mahfil se tasawwur ka talluq hai hamein
aankh kar lete hain jab band wahin hote hain

tere jalwon ne mujhe gher liya hai ai dost
ab to tanhai ke lamhe bhi hasin hote hain

etikaf in dinon hai farz suna hai 'simab'
ramazan aa gae mai-KHana-nashin hote hain

(404) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Jagah Jama Tere KHak-nashin Hote Hain written by Seemab Akbarabadi at UrduPoint. Jis Jagah Jama Tere KHak-nashin Hote Hain is one of the masterpieces written by Seemab Akbarabadi. You can also find the complete poetry collection of Seemab Akbarabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Seemab Akbarabadi' above.

Jis Jagah Jama Tere KHak-nashin Hote Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Jagah Jama Tere KHak-nashin Hote Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.