Waqt Ne Ek Nazar Jo Dali Hai, Urdu Ghazal By Seeman Naved

Waqt Ne Ek Nazar Jo Dali Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Seeman Naved. Waqt Ne Ek Nazar Jo Dali Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Waqt Ne Ek Nazar Jo Dali Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وقت نے اک نظر جو ڈالی ہے

سیمان نوید

وقت نے اک نظر جو ڈالی ہے

پھول کی تازگی چرا لی ہے

آج بھی اس نے شام سے پہلے

دھوپ دیوار سے اٹھا لی ہے

اب ہوا چیختی پھرے شب بھر

شہر تو شام ہی سے خالی ہے

موت بھی اس لیے نہیں آتی

زندگی زندگی سے خالی ہے

ہے ملاقات اس سے خوابوں میں

اور یہ تصویر بھی خیالی ہے

ہم سفر بھی نیا بنا لیں گے

رہ گزر جب نئی بنا لی ہے

آئینہ گرد سے اٹا ہے نویدؔ

اور بے چہرگی مثالی ہے

سیمان نوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqt Ne Ek Nazar Jo Dali Hai

Seeman Naved

waqt ne ek nazar jo Dali hai
phul ki tazgi chura li hai

aaj bhi us ne sham se pahle
dhup diwar se uTha li hai

ab hawa chiKHti phire shab bhar
shahr to sham hi se KHali hai

maut bhi is liye nahin aati
zindagi zindagi se KHali hai

hai mulaqat us se KHwabon mein
aur ye taswir bhi KHayali hai

ham-safar bhi naya bana lenge
rahguzar jab nai bana li hai

aaina gard se aTa hai 'nawed'
aur be-chehragi misali hai

(392) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqt Ne Ek Nazar Jo Dali Hai written by Seeman Naved at UrduPoint. Waqt Ne Ek Nazar Jo Dali Hai is one of the masterpieces written by Seeman Naved. You can also find the complete poetry collection of Seeman Naved by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Seeman Naved' above.

Waqt Ne Ek Nazar Jo Dali Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Waqt Ne Ek Nazar Jo Dali Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.