Ajib Sham Thi Jab LauT Kar Main Ghar Aaya, Urdu Ghazal By Seeman Naved

Ajib Sham Thi Jab LauT Kar Main Ghar Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Seeman Naved. Ajib Sham Thi Jab LauT Kar Main Ghar Aaya comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ajib Sham Thi Jab LauT Kar Main Ghar Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عجیب شام تھی جب لوٹ کر میں گھر آیا

سیمان نوید

عجیب شام تھی جب لوٹ کر میں گھر آیا

کوئی چراغ لیے منتظر نظر آیا

دعا کو ہاتھ اٹھائے ہی تھے بہ وقت سحر

کہ اک ستارا مرے ہاتھ پر اتر آیا

تمام عمر ترے غم کی آبیاری کی

تو شاخ جاں میں گل تازہ کا ثمر آیا

پھر ایک شام در دل پہ دستکیں جاگیں

اور ایک خواب کے ہم راہ نامہ بر آیا

گلے سے لگ کے مرے پوچھنے لگا دریا

کیوں اپنی پیاس کو صحرا میں چھوڑ کر آیا

یہ کس دیار کے قصے سنا رہے ہو نویدؔ

یہ کس حسین کا آنکھوں میں خواب در آیا

سیمان نوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ajib Sham Thi Jab LauT Kar Main Ghar Aaya

Seeman Naved

ajib sham thi jab lauT kar main ghar aaya
koi charagh liye muntazir nazar aaya

dua ko hath uThae hi the ba-waqt-e-sahar
ki ek sitara mere hath par utar aaya

tamam umr tere gham ki aabyari ki
to shaKH-e-jaan mein gul-e-taza ka samar aaya

phir ek sham dar-e-dil pe dastaken jagin
aur ek KHwab ke hamrah nama-bar aaya

gale se lag ke mere puchhne laga dariya
kyun apni pyas ko sahra mein chhoD kar aaya

ye kis dayar ke qisse suna rahe ho 'nawed'
ye kis hasin ka aaankhon mein KHwab dar aaya

(489) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ajib Sham Thi Jab LauT Kar Main Ghar Aaya written by Seeman Naved at UrduPoint. Ajib Sham Thi Jab LauT Kar Main Ghar Aaya is one of the masterpieces written by Seeman Naved. You can also find the complete poetry collection of Seeman Naved by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Seeman Naved' above.

Ajib Sham Thi Jab LauT Kar Main Ghar Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ajib Sham Thi Jab LauT Kar Main Ghar Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.