Dekhte Hain Na Thahar Jate Hain, Urdu Ghazal By Seeman Naved

Dekhte Hain Na Thahar Jate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Seeman Naved. Dekhte Hain Na Thahar Jate Hain comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Dekhte Hain Na Thahar Jate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھتے ہیں نہ ٹھہر جاتے ہیں

سیمان نوید

دیکھتے ہیں نہ ٹھہر جاتے ہیں

لوگ رستے سے گزر جاتے ہیں

کتنے دریا ہیں مگر آخر میں

اک سمندر میں اتر جاتے ہیں

دیکھنے کون ہمیں آتا ہے

ڈھونڈنے کس کو ادھر جاتے ہیں

دل کی وحشت بھی عجب وحشت ہے

ساتھ رہتی ہے جدھر جاتے ہیں

منزلیں گرد میں کھو جاتی ہیں

راستے دھوپ سے بھر جاتے ہیں

دن نکلتا ہے کہاں سے سیمانؔ

شام کے سائے کدھر جاتے ہیں

سیمان نوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekhte Hain Na Thahar Jate Hain

Seeman Naved

dekhte hain na Thahar jate hain
log raste se guzar jate hain

kitne dariya hain magar aaKHir mein
ek samundar mein utar jate hain

dekhne kaun hamein aata hai
DhunDne kis ko idhar jate hain

dil ki wahshat bhi ajab wahshat hai
sath rahti hai jidhar jate hain

manzilen gard mein kho jati hain
raste dhup se bhar jate hain

din nikalta hai kahan se 'siman'
sham ke sae kidhar jate hain

(400) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekhte Hain Na Thahar Jate Hain written by Seeman Naved at UrduPoint. Dekhte Hain Na Thahar Jate Hain is one of the masterpieces written by Seeman Naved. You can also find the complete poetry collection of Seeman Naved by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Seeman Naved' above.

Dekhte Hain Na Thahar Jate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekhte Hain Na Thahar Jate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.