Ghamon Ki Dopahar Mein Kaam Aaya, Urdu Ghazal By Sewak Nayyar

Ghamon Ki Dopahar Mein Kaam Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sewak Nayyar. Ghamon Ki Dopahar Mein Kaam Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghamon Ki Dopahar Mein Kaam Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غموں کی دوپہر میں کام آیا

سیوک نیر

غموں کی دوپہر میں کام آیا

کسی کے ریشمی آنچل کا سایہ

یہ کس نے پھر ہمیں آواز دی ہے

ہمارے غم کدے میں کون آیا

مری تاریک ہستی میں نہ جانے

چراغ آرزو کس نے جلایا

مہ و انجم بہت بے نور سے تھے

شب غم داغ دل ہی کام آیا

کسی زہرا جبیں کا پیار نیرؔ

مرے دل میں خوشی بن کر سمایا

سیوک نیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghamon Ki Dopahar Mein Kaam Aaya

Sewak Nayyar

ghamon ki dopahar mein kaam aaya
kisi ke reshmi aanchal ka saya

ye kis ne phir hamein aawaz di hai
hamare gham-kade mein kaun aaya

meri tarik hasti mein na jaane
charagh-e-arzu kis ne jalaya

mah-o-anjum bahut be-nur se the
shab-e-gham dagh-e-dil hi kaam aaya

kisi zohra-jabin ka pyar 'nayyar'
mere dil mein KHushi ban kar samaya

(494) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghamon Ki Dopahar Mein Kaam Aaya written by Sewak Nayyar at UrduPoint. Ghamon Ki Dopahar Mein Kaam Aaya is one of the masterpieces written by Sewak Nayyar. You can also find the complete poetry collection of Sewak Nayyar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sewak Nayyar' above.

Ghamon Ki Dopahar Mein Kaam Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghamon Ki Dopahar Mein Kaam Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.