Har Qadam Wahshat Bala Aazad Tha, Urdu Ghazal By Shabbir Ahmad Qarar

Har Qadam Wahshat Bala Aazad Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shabbir Ahmad Qarar. Har Qadam Wahshat Bala Aazad Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Qadam Wahshat Bala Aazad Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر قدم وحشت بلا آزاد تھا

شبیر احمد قرار

ہر قدم وحشت بلا آزاد تھا

راستہ کتنی بڑی دیوار تھا

وہ تو اپنی گمرہی کام آ گئی

ورنہ جنگل بھی بڑا عیار تھا

خاک رستہ روکتی کاغذ کی ناؤ

یوں بھی اپنا گھر ندی کے پار تھا

دیکھیے تو میں ہی میں تھا دور تک

سوچئے تو میں ہی بے اظہار تھا

سربلندی کا پتہ مت پوچھئے

جس کا سر نیزے پہ تھا سردار تھا

زندگی مجبور تھی کٹتی رہی

ہر نفس چلتی ہوئی تلوار تھا

پھر بلندی پر ہماری خاک ہے

آسماں دیوار ہے دیوار تھا

شبیر احمد قرار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Qadam Wahshat Bala Aazad Tha

Shabbir Ahmad Qarar

har qadam wahshat bala aazad tha
rasta kitni baDi diwar tha

wo to apni gumrahi kaam aa gai
warna jangal bhi baDa ayyar tha

KHak rasta rokti kaghaz ki naw
yun bhi apna ghar nadi ke par tha

dekhiye to main hi main tha dur tak
sochiye to main hi be-izhaar tha

sar-bulandi ka pata mat puchhiye
jis ka sar neze pe tha sardar tha

zindagi majbur thi kaTti rahi
har-nafas chalti hui talwar tha

phir bulandi par hamari KHak hai
aasman diwar hai diwar tha

(457) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Qadam Wahshat Bala Aazad Tha written by Shabbir Ahmad Qarar at UrduPoint. Har Qadam Wahshat Bala Aazad Tha is one of the masterpieces written by Shabbir Ahmad Qarar. You can also find the complete poetry collection of Shabbir Ahmad Qarar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shabbir Ahmad Qarar' above.

Har Qadam Wahshat Bala Aazad Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Qadam Wahshat Bala Aazad Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.