Baadal Ban Kar Aate Hain, Urdu Ghazal By Shabbir Ahmad Qarar

Baadal Ban Kar Aate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shabbir Ahmad Qarar. Baadal Ban Kar Aate Hain comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Baadal Ban Kar Aate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بادل بن کر آتے ہیں

شبیر احمد قرار

بادل بن کر آتے ہیں

آگ لگا کر جاتے ہیں

چھن چھن برکھا برسے تو

سب موسم گھر آتے ہیں

گھر میں سوکھا پڑتے ہی

سب رستے مر جاتے ہیں

شور ہے ساون ساون کا

ہم آنکھیں برساتے ہیں

چاول روز نہیں گلتے

بچے سو سو جاتے ہیں

ماں کی میٹھی لوری اب

میرے آنسو گاتے ہیں

گھر آنگن رستہ بستی

اب تو سب جھلاتے ہیں

چوڑا سینہ سچائی

ہم کس دن گھبراتے ہیں

شبیر احمد قرار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baadal Ban Kar Aate Hain

Shabbir Ahmad Qarar

baadal ban kar aate hain
aag laga kar jate hain

chhan-chhan barkha barse to
sab mausam ghir aate hain

ghar mein sukha paDte hi
sab raste mar jate hain

shor hai sawan sawan ka
hum aankhen barsate hain

chawal roz nahin galte
bachche so so jate hain

man ki miThi lori ab
mere aansu gate hain

ghar aangan rasta basti
ab to sab jhallate hain

chauDa sina sachchai
hum kis din ghabraate hain

(488) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Baadal Ban Kar Aate Hain written by Shabbir Ahmad Qarar at UrduPoint. Baadal Ban Kar Aate Hain is one of the masterpieces written by Shabbir Ahmad Qarar. You can also find the complete poetry collection of Shabbir Ahmad Qarar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shabbir Ahmad Qarar' above.

Baadal Ban Kar Aate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Baadal Ban Kar Aate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.