Banjar Zamin Thi Aur Makan Koi Bhi Na Tha, Urdu Ghazal By Shabbir Ahmad Shad

Banjar Zamin Thi Aur Makan Koi Bhi Na Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shabbir Ahmad Shad. Banjar Zamin Thi Aur Makan Koi Bhi Na Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Banjar Zamin Thi Aur Makan Koi Bhi Na Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بنجر زمیں تھی اور مکاں کوئی بھی نہ تھا

شبیر احمد شاد

بنجر زمیں تھی اور مکاں کوئی بھی نہ تھا

میں اس جگہ بسا تھا جہاں کوئی بھی نہ تھا

وحشت برس رہی تھی جہان خراب میں

دل کو لبھا سکے وہ سماں کوئی بھی نہ تھا

سب سے جدا ہوا تھا میں جس کے یقین پر

ہو جائے گا جدا وہ گماں کوئی بھی نہ تھا

تپتی ہوئی زمین پہ برسوں چلا ہوں میں

لیکن مرے قدم کا نشاں کوئی بھی نہ تھا

حد نگاہ شعلے اگلتی رہی زمیں

حیرت کی بات ہے کہ دھواں کوئی بھی نہ تھا

راہ وفا میں خرچ ہوئی شادؔ زندگی

پاس مفاد پاس زیاں کوئی بھی نہ تھا

شبیر احمد شاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Banjar Zamin Thi Aur Makan Koi Bhi Na Tha

Shabbir Ahmad Shad

banjar zamin thi aur makan koi bhi na tha
main us jagah basa tha jahan koi bhi na tha

wahshat baras rahi thi jahan-e-KHarab mein
dil ko lubha sake wo saman koi bhi na tha

sab se juda hua tha main jis ke yaqin par
ho jaega juda wo guman koi bhi na tha

tapti hui zamin pe barson chala hun main
lekin mere qadam ka nishan koi bhi na tha

hadd-e-nigah shoale ugalti rahi zamin
hairat ki baat hai ki dhuan koi bhi na tha

rah-e-wafa mein KHarch hui 'shad' zindagi
pas-e-mafad pas-e-ziyan koi bhi na tha

(393) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Banjar Zamin Thi Aur Makan Koi Bhi Na Tha written by Shabbir Ahmad Shad at UrduPoint. Banjar Zamin Thi Aur Makan Koi Bhi Na Tha is one of the masterpieces written by Shabbir Ahmad Shad. You can also find the complete poetry collection of Shabbir Ahmad Shad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shabbir Ahmad Shad' above.

Banjar Zamin Thi Aur Makan Koi Bhi Na Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Banjar Zamin Thi Aur Makan Koi Bhi Na Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.