Kis Dukhe Dil Ki Bad-dua Hun Main, Urdu Ghazal By Shabbir Ahmad Shad

Kis Dukhe Dil Ki Bad-dua Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shabbir Ahmad Shad. Kis Dukhe Dil Ki Bad-dua Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Dukhe Dil Ki Bad-dua Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس دکھے دل کی بد دعا ہوں میں

شبیر احمد شاد

کس دکھے دل کی بد دعا ہوں میں

آج کل خود سے بھی خفا ہوں میں

کوئی مجھ سے مجھے ملا دیتا

جسم سے اپنے لاپتہ ہوں میں

ہم پہ الزام کوئی مت رکھنا

وہ مرا اس کا ہو گیا ہوں میں

میرے نزدیک آ گیا ہے تو

تیری آہٹ کو سن رہا ہوں میں

جن کی چاہت میں ہو گیا برباد

اب وہ کہتے ہیں بے وفا ہوں میں

درد سینے میں رقص کرتا ہے

گیت خوشیوں کے گا رہا ہوں میں

مجھ کو شبیر شادؔ کہتے ہیں

آپ کے در پہ آ گیا ہوں میں

شبیر احمد شاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Dukhe Dil Ki Bad-dua Hun Main

Shabbir Ahmad Shad

kis dukhe dil ki bad-dua hun main
aaj-kal KHud se bhi KHafa hun main

koi mujh se mujhe mila deta
jism se apne lapata hun main

hum pe ilzam koi mat rakhna
wo mera us ka ho gaya hun main

mere nazdik aa gaya hai tu
teri aahaT ko sun raha hun main

jin ki chahat mein ho gaya barbaad
ab wo kahte hain bewafa hun main

dard sine mein raqs karta hai
git KHushiyon ke ga raha hun main

mujh ko 'shabbir-shad' kahte hain
aap ke dar pe aa gaya hun main

(298) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Dukhe Dil Ki Bad-dua Hun Main written by Shabbir Ahmad Shad at UrduPoint. Kis Dukhe Dil Ki Bad-dua Hun Main is one of the masterpieces written by Shabbir Ahmad Shad. You can also find the complete poetry collection of Shabbir Ahmad Shad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shabbir Ahmad Shad' above.

Kis Dukhe Dil Ki Bad-dua Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Dukhe Dil Ki Bad-dua Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.