Shab-e-firaq Mein Jazbaat Yun Pareshan Hain, Urdu Ghazal By Shabbir Kanpuri

Shab-e-firaq Mein Jazbaat Yun Pareshan Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shabbir Kanpuri. Shab-e-firaq Mein Jazbaat Yun Pareshan Hain comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Shab-e-firaq Mein Jazbaat Yun Pareshan Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شب فراق میں جذبات یوں پریشاں ہیں (ردیف .. م)

شبیر کانپوری

شب فراق میں جذبات یوں پریشاں ہیں

فضائے دشت میں جیسے غبار کا عالم

چمن پرست ہوں میں میری زندگی ہے یہی

خزاں کے دور میں بھی ہے بہار کا عالم

میں اپنا ہاتھ بڑھاتے ہوئے بھی ڈرتا ہوں

گل شگفتہ میں پنہاں ہے خار کا عالم

یہ دور وہ ہے کہ یکساں ہے سب کی نظروں میں

غم حبیب و غم انتظار کا عالم

خیال یار قیامت سے کم نہیں شبیرؔ

مٹا رہا ہے مجھے انتظار کا عالم

شبیر کانپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shab-e-firaq Mein Jazbaat Yun Pareshan Hain

Shabbir Kanpuri

shab-e-firaq mein jazbaat yun pareshan hain
faza-e-dasht mein jaise ghubar ka aalam

chaman-parast hun main meri zindagi hai yahi
KHizan ke daur mein bhi hai bahaar ka aalam

main apna hath baDhate hue bhi Darta hun
gul-e-shagufta mein pinhan hai KHar ka aalam

ye daur wo hai ki yaksan hai sab ki nazron mein
gham-e-habib o gham-e-intizar ka aalam

KHayal-e-yar qayamat se kam nahin 'shabbir'
miTa raha hai mujhe intizar ka aalam

(371) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shab-e-firaq Mein Jazbaat Yun Pareshan Hain written by Shabbir Kanpuri at UrduPoint. Shab-e-firaq Mein Jazbaat Yun Pareshan Hain is one of the masterpieces written by Shabbir Kanpuri. You can also find the complete poetry collection of Shabbir Kanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shabbir Kanpuri' above.

Shab-e-firaq Mein Jazbaat Yun Pareshan Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab-e-firaq Mein Jazbaat Yun Pareshan Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.