KHayal-e-yar Mein Is Tarah Gum Hua Hun Main, Urdu Ghazal By Shabbir Kanpuri

KHayal-e-yar Mein Is Tarah Gum Hua Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shabbir Kanpuri. KHayal-e-yar Mein Is Tarah Gum Hua Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHayal-e-yar Mein Is Tarah Gum Hua Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال یار میں اس طرح گم ہوا ہوں میں

شبیر کانپوری

خیال یار میں اس طرح گم ہوا ہوں میں

کہ انتظار کی تصویر بن گیا ہوں میں

اٹھا تو درد کی مانند ان کی محفل سے

گرا تو اشک کی صورت بکھر گیا ہوں میں

مجھے یہ آئیں دم نزع ہچکیاں کیسی

ضرور آج انہیں یاد آ گیا ہوں میں

سجا کے آنکھ میں آنسو جلا کے عشق میں دل

جہان عشق کی رونق بڑھا رہا ہوں میں

ہمیں تو سوز جدائی نے خاک کر ڈالا

وہ کہہ رہے ہیں ابھی آزما رہا ہوں میں

سکون کیسا کہاں کی تسلیاں شبیرؔ

خود اپنے درد کی لذت میں کھو گیا ہوں میں

شبیر کانپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal-e-yar Mein Is Tarah Gum Hua Hun Main

Shabbir Kanpuri

KHayal-e-yar mein is tarah gum hua hun main
ki intizar ki taswir ban gaya hun main

uTha to dard ki manind un ki mahfil se
gira to ashk ki surat bikhar gaya hun main

mujhe ye aain dam-e-naza hichkiyan kaisi
zarur aaj unhen yaad aa gaya hun main

saja ke aankh mein aansu jala ke ishq mein dil
jahan-e-ishq ki raunaq baDha raha hun main

hamein to soz-e-judai ne KHak kar Dala
wo kah rahe hain abhi aazma raha hun main

sukun kaisa kahan ki tasalliyan 'shabbir'
KHud apne dard ki lazzat mein kho gaya hun main

(309) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayal-e-yar Mein Is Tarah Gum Hua Hun Main written by Shabbir Kanpuri at UrduPoint. KHayal-e-yar Mein Is Tarah Gum Hua Hun Main is one of the masterpieces written by Shabbir Kanpuri. You can also find the complete poetry collection of Shabbir Kanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shabbir Kanpuri' above.

KHayal-e-yar Mein Is Tarah Gum Hua Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayal-e-yar Mein Is Tarah Gum Hua Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.