De Ke Mafhum Ko Lafzon Ke KHazane Mere, Urdu Ghazal By Shad Jeelani

De Ke Mafhum Ko Lafzon Ke KHazane Mere is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shad Jeelani. De Ke Mafhum Ko Lafzon Ke KHazane Mere comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read De Ke Mafhum Ko Lafzon Ke KHazane Mere on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دے کے مفہوم کو لفظوں کے خزانے میرے

شاد جیلانی

دے کے مفہوم کو لفظوں کے خزانے میرے

لوگ لکھیں گے مرے بعد فسانے میرے

دے گیا گیت کے سر کون نہ جانے میرے

ہر پرندے کی زباں پر ہیں ترانے میرے

شور دریا نہیں ہے مجھ میں سمندر کا سکوت

یہ صفت مجھ کو عطا کی ہے خدا نے میرے

پھر مخاطب ہے مرے جسم سے پروا یارو

پھر نہ جاگ اٹھیں کہیں درد پرانے میرے

بوجھ میں سنگ مروت کا اٹھاؤں کیسے

تیرے احسان نے خم کر دئے شانے میرے

شب سے پوچھو نئے سورج کی ابھرتی کرنو

شب نے دیکھے ہیں ضیا بار زمانے میرے

کیسی پرواز کہ پرواز سے پہلے اے دوست

بال و پر کاٹ لئے دست ہوا نے میرے

سوچتا رہتا ہے ناکام مسافر شب بھر

کہکشاں آئے گی رستوں کو سجانے میرے

ساحل وقت سے ٹکرا ہی گئی آخر شادؔ

مشورے موج تخیل نے نہ مانے میرے

شاد جیلانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

De Ke Mafhum Ko Lafzon Ke KHazane Mere

Shad Jeelani

de ke mafhum ko lafzon ke KHazane mere
log likkhenge mere baad fasane mere

de gaya git ke sar kaun na jaane mere
har parinde ki zaban par hain tarane mere

shor-e-dariya nahin hai mujh mein samundar ka sukut
ye sifat mujh ko ata ki hai KHuda ne mere

phir muKHatib hai mere jism se purwa yaro
phir na jag uTThen kahin dard purane mere

bojh main sang-e-murawwat ka uThaun kaise
tere ehsan ne KHam kar diye shane mere

shab se puchho nae suraj ki ubharti kirno
shab ne dekhe hain ziya-bar zamane mere

kaisi parwaz ki parwaz se pahle ai dost
baal-o-par kaT liye dast-e-hawa ne mere

sochta rahta hai nakaam musafir shab bhar
kahkashan aaegi raston ko sajaane mere

sahil-e-waqt se Takra hi gai aaKHir 'shad'
mashware mauj-e-taKHayyul ne na mane mere

(286) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read De Ke Mafhum Ko Lafzon Ke KHazane Mere written by Shad Jeelani at UrduPoint. De Ke Mafhum Ko Lafzon Ke KHazane Mere is one of the masterpieces written by Shad Jeelani. You can also find the complete poetry collection of Shad Jeelani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shad Jeelani' above.

De Ke Mafhum Ko Lafzon Ke KHazane Mere is a widely read Urdu Ghazal. If you like De Ke Mafhum Ko Lafzon Ke KHazane Mere, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.