Shakl-e-mizhgan Na Khaar Ki Si Hai, Urdu Ghazal By Shad Lakhnavi

Shakl-e-mizhgan Na Khaar Ki Si Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shad Lakhnavi. Shakl-e-mizhgan Na Khaar Ki Si Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shakl-e-mizhgan Na Khaar Ki Si Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شکل مژگاں نہ خار کی سی ہے

شاد لکھنوی

شکل مژگاں نہ خار کی سی ہے

ہم نے تاڑی کٹار کی سی ہے

ہنس کے کہتے ہیں بوسہ بازی میں

جیت بھی اپنی ہار کی سی ہے

عشق مژگاں میں ہم نے کانٹوں سے

سوزنی جسم زار کی سی ہے

اس پہ عالم فریب ہے دنیا

پھوس بڑھیا مدار کی سی ہے

گرم رفتار ہے وہ جانے میں

مجھ کو آمد نجار کی سی ہے

اپنی آنکھوں میں ہر گلی تصویر

شادؔ پتلی کمہار کی سی ہے

شاد لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shakl-e-mizhgan Na Khaar Ki Si Hai

Shad Lakhnavi

shakl-e-mizhgan na KHar ki si hai
hum ne taDi kaTar ki si hai

hans ke kahte hain bosa-bazi mein
jit bhi apni haar ki si hai

ishq-e-mizhgan mein hum ne kanTon se
sozani jism-e-zar ki si hai

us pe aalam-fareb hai duniya
phus baDhiya madar ki si hai

garm-raftar hai wo jaane mein
mujh ko aamad najar ki si hai

apni aankhon mein har gali taswir
'shad' putli kumhaar ki si hai

(353) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shakl-e-mizhgan Na Khaar Ki Si Hai written by Shad Lakhnavi at UrduPoint. Shakl-e-mizhgan Na Khaar Ki Si Hai is one of the masterpieces written by Shad Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Shad Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shad Lakhnavi' above.

Shakl-e-mizhgan Na Khaar Ki Si Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shakl-e-mizhgan Na Khaar Ki Si Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.