Aadatan Mayus Ab To Sham Hai, Urdu Ghazal By Shadab Ulfat

Aadatan Mayus Ab To Sham Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shadab Ulfat. Aadatan Mayus Ab To Sham Hai comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Aadatan Mayus Ab To Sham Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عادتاً مایوس اب تو شام ہے

شاداب الفت

عادتاً مایوس اب تو شام ہے

ہجر تو بس مفت ہی بدنام ہے

آج پھر دھندلا گیا میرا خیال

آج پھر الفاظ میں کہرام ہے

الگنی پر ٹانگ کر دن کا لباس

رات کو اب چین ہے آرام ہے

نقص تعبیروں میں کیوں کرنا رہے

خواب ہی جب کے ہمارا خام ہے

مختلف شکلیں بنانا وقت کا

بس یہی تو گردش ایام ہے

اس فراق نا تواں میں آج پھر

یہ غزل بھی لو تمہارے نام ہے

برف کے دریا کنارے آفتاب

یا وہاں معشوق لالہ فام ہے

فلسفہ کوئی ضروری تو نہیں

مسخری بھی شاعری میں عام ہے

یار بتلا دو مجھے اس کا پتہ

مجھ کو الفتؔ سے ذرا سا کام ہے

شاداب الفت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aadatan Mayus Ab To Sham Hai

Shadab Ulfat

aadatan mayus ab to sham hai
hijr to bas muft hi badnam hai

aaj phir dhundla gaya mera KHayal
aaj phir alfaz mein kohram hai

algani par Tang kar din ka libas
raat ko ab chain hai aaram hai

naqs tabiron mein kyun karna rahe
KHwab hi jab ke hamara KHam hai

muKHtalif shaklen banana waqt ka
bas yahi to gardish-e-ayyam hai

is firaq-e-na-tawan mein aaj phir
ye ghazal bhi lo tumhaare nam hai

barf ke dariya kinare aaftab
ya wahan mashuq lala-fam hai

falsafa koi zaruri to nahin
masKHari bhi shairi mein aam hai

yar batla do mujhe us ka pata
mujh ko 'ulfat' se zara sa kaam hai

(558) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aadatan Mayus Ab To Sham Hai written by Shadab Ulfat at UrduPoint. Aadatan Mayus Ab To Sham Hai is one of the masterpieces written by Shadab Ulfat. You can also find the complete poetry collection of Shadab Ulfat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shadab Ulfat' above.

Aadatan Mayus Ab To Sham Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aadatan Mayus Ab To Sham Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.