Kar Ke Sagar Ne Kinare Mustarad, Urdu Ghazal By Shadab Ulfat

Kar Ke Sagar Ne Kinare Mustarad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shadab Ulfat. Kar Ke Sagar Ne Kinare Mustarad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kar Ke Sagar Ne Kinare Mustarad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کر کے ساگر نے کنارے مسترد

شاداب الفت

کر کے ساگر نے کنارے مسترد

کر دئے اپنے سہارے مسترد

شرمگیں نظروں نے اس کی کر دئے

میری آنکھوں کے اشارے مسترد

آپ کے آنچل میں سج کر جی اٹھے

تھے فلک پر جو ستارے مسترد

اس سے مل کر پھول شبنم چاندنی

ہو گئے سب استعارے مسترد

راہ دکھلا ہی نہ آئیں جو درست

کر دئے جائیں ایسے تارے مسترد

آپ سے مجھ کو ملی ہے داد اب

یعنی پچھلے شعر سارے مسترد

شاداب الفت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kar Ke Sagar Ne Kinare Mustarad

Shadab Ulfat

kar ke sagar ne kinare mustarad
kar diye apne sahaare mustarad

sharam-gin nazron ne us ki kar diye
meri aankhon ke ishaare mustarad

aap ke aanchal mein saj kar ji uThe
the falak par jo sitare mustarad

us se mil kar phul shabnam chandni
ho gae sab istiare mustarad

rah dikhla hi na aaen jo durust
kar diye jaen aise tare mustarad

aap se mujh ko mili hai dad ab
yani pichhle sher sare mustarad

(460) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kar Ke Sagar Ne Kinare Mustarad written by Shadab Ulfat at UrduPoint. Kar Ke Sagar Ne Kinare Mustarad is one of the masterpieces written by Shadab Ulfat. You can also find the complete poetry collection of Shadab Ulfat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shadab Ulfat' above.

Kar Ke Sagar Ne Kinare Mustarad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kar Ke Sagar Ne Kinare Mustarad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.