Rah Mein Hail Na Ho Jate Agar Dair-o-haram, Urdu Ghazal By Shadan Indauri

Rah Mein Hail Na Ho Jate Agar Dair-o-haram is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shadan Indauri. Rah Mein Hail Na Ho Jate Agar Dair-o-haram comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rah Mein Hail Na Ho Jate Agar Dair-o-haram on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

راہ میں حائل نہ ہو جاتے اگر دیر و حرم

شاداں اندوری

راہ میں حائل نہ ہو جاتے اگر دیر و حرم

اور شاید دور تک ملتے ترے نقش قدم

عشق میں فرق مراتب کو کبھی بھولے نہ ہم

اپنی خاطر آہ و زاری ان کی خاطر ضبط غم

جب بھی ہاتھ آئی بقدر ظرف ہی ثابت ہوئی

پی کے دیکھی ہے زیادہ سے زیادہ کم سے کم

کر لیا ہے میں نے ہر اک حادثے کا تجزیہ

مسکرانے سے مسرت بن گیا رونے سے غم

آزمائش پر اتر آیا ہے دور انقلاب

دھوپ بن کر رہ گیا ہے سایۂ دیر و حرم

مدتوں پروانے کی مانند جل چکنے کے بعد

شمع بن کر جل رہے ہیں اب تری محفل میں ہم

شاداں اندوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rah Mein Hail Na Ho Jate Agar Dair-o-haram

Shadan Indauri

rah mein hail na ho jate agar dair-o-haram
aur shayad dur tak milte tere naqsh-e-qadam

ishq mein farq-e-maraatib ko kabhi bhule na hum
apni KHatir aah-o-zari un ki KHatir zabt-e-gham

jab bhi hath aai ba-qadr-e-zarf hi sabit hui
pi ke dekhi hai ziyaada se ziyaada kam se kam

kar liya hai main ne har ek hadse ka tajziya
muskurane se masarrat ban gaya rone se gham

aazmaish par utar aaya hai daur-e-inqilab
dhup ban kar rah gaya hai saya-e-dair-o-haram

muddaton parwane ki manind jal chukne ke baad
shama ban kar jal rahe hain ab teri mahfil mein hum

(549) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rah Mein Hail Na Ho Jate Agar Dair-o-haram written by Shadan Indauri at UrduPoint. Rah Mein Hail Na Ho Jate Agar Dair-o-haram is one of the masterpieces written by Shadan Indauri. You can also find the complete poetry collection of Shadan Indauri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shadan Indauri' above.

Rah Mein Hail Na Ho Jate Agar Dair-o-haram is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rah Mein Hail Na Ho Jate Agar Dair-o-haram, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.