Ye Ishq Bhi Ajib Hai Ek Aan Ho Gaya, Urdu Ghazal By Shafaq Sopori

Ye Ishq Bhi Ajib Hai Ek Aan Ho Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shafaq Sopori. Ye Ishq Bhi Ajib Hai Ek Aan Ho Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Ishq Bhi Ajib Hai Ek Aan Ho Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ عشق بھی عجیب ہے اک آن ہو گیا

شفق سوپوری

یہ عشق بھی عجیب ہے اک آن ہو گیا

انسان ساری عمر کو حیران ہو گیا

وہ شخص کیا گیا ہے ادھر سے کہ شہر دل

پھر دیکھتے ہی دیکھتے ویران ہو گیا

اس غم نے کیسی شکل بدل لی کہ کل تلک

دشمن تھا میری جان کا اب جان ہو گیا

وہ زلف میرے بازو پہ بکھری نہیں تو میں

اس زلف سے زیادہ پریشان ہو گیا

ہے سلطنت ہی میری نہ لشکر مرا مگر

میں بد نصیب جنگ کا میدان ہو گیا

میں اس کو زندہ دیکھ کے خوش ہو گیا شفقؔ

وہ مجھ کو زندہ دیکھ کے حیران ہو گیا

شفق سوپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Ishq Bhi Ajib Hai Ek Aan Ho Gaya

Shafaq Sopori

ye ishq bhi ajib hai ek aan ho gaya
insan sari umr ko hairan ho gaya

wo shaKHs kya gaya hai idhar se ki shahr-e-dil
phir dekhte hi dekhte viran ho gaya

is gham ne kaisi shakl badal li ki kal talak
dushman tha meri jaan ka ab jaan ho gaya

wo zulf mere bazu pe bikhri nahin to main
us zulf se ziyaada pareshan ho gaya

hai saltanat hi meri na lashkar mera magar
main bad-nasib jang ka maidan ho gaya

main us ko zinda dekh ke KHush ho gaya 'shafaq'
wo mujh ko zinda dekh ke hairan ho gaya

(509) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Ishq Bhi Ajib Hai Ek Aan Ho Gaya written by Shafaq Sopori at UrduPoint. Ye Ishq Bhi Ajib Hai Ek Aan Ho Gaya is one of the masterpieces written by Shafaq Sopori. You can also find the complete poetry collection of Shafaq Sopori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shafaq Sopori' above.

Ye Ishq Bhi Ajib Hai Ek Aan Ho Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Ishq Bhi Ajib Hai Ek Aan Ho Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.