Dil Wahi Hai Jis Mein Wo Dildar Hai, Urdu Ghazal By Shah Akbar Danapuri

Dil Wahi Hai Jis Mein Wo Dildar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shah Akbar Danapuri. Dil Wahi Hai Jis Mein Wo Dildar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Wahi Hai Jis Mein Wo Dildar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل وہی ہے جس میں وہ دل دار ہے

شاہ اکبر داناپوری

دل وہی ہے جس میں وہ دل دار ہے

آنکھ وہ ہے جس میں روئے یار ہے

طالب دیدار سے پردہ نہیں

کیوں حجاب رخ نقاب یار ہے

ہے خطاب اس رند کا مست الست

جو شراب عشق کا سرشار ہے

رنگ گل پھیکا ہے جس کے سامنے

اتنا رنگیں یار کا رخسار ہے

ڈھونڈتے ہیں کس کو یہ اہل طلب

وہ تو ہم سب کے گلے کا ہار ہے

یا خدا اکبرؔ کی کشتی کو نکال

تو ہی اس بیڑے کا کھیون ہار ہے

شاہ اکبر داناپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Wahi Hai Jis Mein Wo Dildar Hai

Shah Akbar Danapuri

dil wahi hai jis mein wo dildar hai
aankh wo hai jis mein ru-e-yar hai

talib-e-didar se parda nahin
kyon hijab-e-ruKH naqab-e-yar hai

hai KHitab us rind ka mast-e-alast
jo sharab-e-ishq ka sarshaar hai

rang-e-gul phika hai jis ke samne
itna rangin yar ka ruKHsar hai

DhunDte hain kis ko ye ahl-e-talab
wo to hum sab ke gale ka haar hai

ya KHuda 'akbar' ki kashti ko nikal
tu hi is beDe ka khewan-haar hai

(438) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Wahi Hai Jis Mein Wo Dildar Hai written by Shah Akbar Danapuri at UrduPoint. Dil Wahi Hai Jis Mein Wo Dildar Hai is one of the masterpieces written by Shah Akbar Danapuri. You can also find the complete poetry collection of Shah Akbar Danapuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shah Akbar Danapuri' above.

Dil Wahi Hai Jis Mein Wo Dildar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Wahi Hai Jis Mein Wo Dildar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.