Han Hamein Mir Ka Diwan Nahin Hona Hai, Urdu Ghazal By Shahid Jameel

Han Hamein Mir Ka Diwan Nahin Hona Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Jameel. Han Hamein Mir Ka Diwan Nahin Hona Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Han Hamein Mir Ka Diwan Nahin Hona Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہاں ہمیں میرؔ کا دیوان نہیں ہونا ہے

شاہد جمیل

ہاں ہمیں میرؔ کا دیوان نہیں ہونا ہے

آپ سے مل کے پریشان نہیں ہونا ہے

ہم کہ خود اپنے لیے اپنی انا سے کھیلیں

ان کی تفریح کا سامان نہیں ہونا ہے

خیریت چاہنے والو میں تری یاد کا ذکر

بھری محفل میں بیابان نہیں ہونا ہے

لاکھ امید کھلاتی رہے آنکھوں میں گلاب

اس سمندر کو گلستاں نہیں ہونا ہے

خاک دل سے ہی اٹھے اب کے غبار مہتاب

آسماں سے کوئی اعلان نہیں ہونا ہے

شاہد جمیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Han Hamein Mir Ka Diwan Nahin Hona Hai

Shahid Jameel

han hamein 'mir' ka diwan nahin hona hai
aap se mil ke pareshan nahin hona hai

hum ki KHud apne liye apni ana se khelen
un ki tafrih ka saman nahin hona hai

KHairiyat chahne walo mein teri yaad ka zikr
bhari mahfil mein bayaban nahin hona hai

lakh ummid khilati rahe aankhon mein gulab
is samundar ko gulistan nahin hona hai

KHak-e-dil se hi uThe ab ke ghubar-e-mahtab
aasman se koi elan nahin hona hai

(481) ووٹ وصول ہوئے

You can read Han Hamein Mir Ka Diwan Nahin Hona Hai written by Shahid Jameel at UrduPoint. Han Hamein Mir Ka Diwan Nahin Hona Hai is one of the masterpieces written by Shahid Jameel. You can also find the complete poetry collection of Shahid Jameel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Jameel' above.

Han Hamein Mir Ka Diwan Nahin Hona Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Han Hamein Mir Ka Diwan Nahin Hona Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.