Kahani Yun Hi Si Hai Phir Bhi Shandar Kahun, Urdu Ghazal By Shahid Jameel

Kahani Yun Hi Si Hai Phir Bhi Shandar Kahun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Jameel. Kahani Yun Hi Si Hai Phir Bhi Shandar Kahun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahani Yun Hi Si Hai Phir Bhi Shandar Kahun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہانی یوں ہی سی ہے پھر بھی شاندار کہوں

شاہد جمیل

کہانی یوں ہی سی ہے پھر بھی شاندار کہوں

میں سوچتا ہوں کسی دن اسے بہار کہوں

وہ اپنا نام ہتھیلی پہ میری لکھ دے گا

یہ رشتہ جوڑ نہ پاؤں تو انتظار کہوں

اس ایک نام کے آگے بھی کوئی رشتہ ہے

جب آگے سوچ نہ پاؤں تو یادگار کہوں

کسی کی آنکھ سے ٹپکا بہا گیا مجھ کو

میں اس کو قطرہ ہی سمجھوں کہ آبشار کہوں

کبھی نہ دیں گے یہ چوراہے مجھ کو نام کوئی

ترے قریب سے گزروں تو سنگسار کہوں

اک اس کے آنے سے شاہدؔ کھلے کھلے سے ہیں پھول

اس ایک وہم کو شاید کبھی میں پیار کہوں

شاہد جمیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahani Yun Hi Si Hai Phir Bhi Shandar Kahun

Shahid Jameel

kahani yun hi si hai phir bhi shandar kahun
main sochta hun kisi din use bahaar kahun

wo apna nam hatheli pe meri likh dega
ye rishta joD na paun to intizar kahun

us ek nam ke aage bhi koi rishta hai
jab aage soch na paun to yaadgar kahun

kisi ki aankh se Tapka baha gaya mujh ko
main is ko qatra hi samjhun ki aabshaar kahun

kabhi na denge ye chaurahe mujh ko nam koi
tere qarib se guzrun to sangsar kahun

ek us ke aane se 'shahid' khile khile se hain phul
is ek wahm ko shayad kabhi main pyar kahun

(515) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahani Yun Hi Si Hai Phir Bhi Shandar Kahun written by Shahid Jameel at UrduPoint. Kahani Yun Hi Si Hai Phir Bhi Shandar Kahun is one of the masterpieces written by Shahid Jameel. You can also find the complete poetry collection of Shahid Jameel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Jameel' above.

Kahani Yun Hi Si Hai Phir Bhi Shandar Kahun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahani Yun Hi Si Hai Phir Bhi Shandar Kahun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.