Tamam Umr Yun Kiya Ki KHwab Mein Magan Rahe, Urdu Ghazal By Shahid Jameel

Tamam Umr Yun Kiya Ki KHwab Mein Magan Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Jameel. Tamam Umr Yun Kiya Ki KHwab Mein Magan Rahe comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Tamam Umr Yun Kiya Ki KHwab Mein Magan Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تمام عمر یوں کیا کہ خواب میں مگن رہے

شاہد جمیل

تمام عمر یوں کیا کہ خواب میں مگن رہے

سمندروں کا عزم تھا سراب میں مگن رہے

حقیقتوں کے شہر کی حکایتیں کچھ اور تھیں

کمال تھا کہ ہم فقط کتاب میں مگن رہے

دھواں اٹھا کیا مچل مچل کے صحن و بام سے

چراغ تھے کہ شام کے شباب میں مگن رہے

خوشی کے نام پر تمام عمر یوں گزر گئی

نئے نئے غموں کے انتخاب میں مگن رہے

ہمیں تو اے جمیلؔ اپنی ذات ہی نگل گئی

وہ اور تھے جو ساقی و شراب میں مگن رہے

شاہد جمیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tamam Umr Yun Kiya Ki KHwab Mein Magan Rahe

Shahid Jameel

tamam umr yun kiya ki KHwab mein magan rahe
samundaron ka azm tha sarab mein magan rahe

haqiqaton ke shahr ki hikayaten kuchh aur thin
kamal tha ki hum faqat kitab mein magan rahe

dhuan uTha kiya machal machal ke sahn-o-baam se
charagh the ki sham ke shabab mein magan rahe

KHushi ke nam par tamam umr yun guzar gai
nae nae ghamon ke intiKHab mein magan rahe

hamein to ai 'jamil' apni zat hi nigal gai
wo aur the jo saqi-o-sharab mein magan rahe

(462) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tamam Umr Yun Kiya Ki KHwab Mein Magan Rahe written by Shahid Jameel at UrduPoint. Tamam Umr Yun Kiya Ki KHwab Mein Magan Rahe is one of the masterpieces written by Shahid Jameel. You can also find the complete poetry collection of Shahid Jameel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Jameel' above.

Tamam Umr Yun Kiya Ki KHwab Mein Magan Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tamam Umr Yun Kiya Ki KHwab Mein Magan Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.