Zard Patton Ke Tasawwur Se Dari Rahti Hai, Urdu Ghazal By Shahid Jameel

Zard Patton Ke Tasawwur Se Dari Rahti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Jameel. Zard Patton Ke Tasawwur Se Dari Rahti Hai comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Zard Patton Ke Tasawwur Se Dari Rahti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زرد پتوں کے تصور سے ڈری رہتی ہے

شاہد جمیل

زرد پتوں کے تصور سے ڈری رہتی ہے

دل کے گلشن میں کوئی سبز پری رہتی ہے

موسم درد میں ہر پیڑ بکھر جاتا ہے

ایک امید کی وہ شاخ ہری رہتی ہے

وقت کی دھوپ تپش لاکھ اگا لے دل پر

ایک گوشے میں مگر تھوڑی تری رہتی ہے

دل وہ پتھر ہے جو ہر موج سہا کرتا ہے

غم وہ ندی ہے جو ہر وقت بھری رہتی ہے

فکر محبوب غم دنیا خیال مسجود

بے خودی ایسے مسائل سے بری رہتی ہے

ٹوٹتا رہتا ہے کمرے میں اندھیرا شاہدؔ

دھوپ دیوار کے اس پار دھری رہتی ہے

شاہد جمیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zard Patton Ke Tasawwur Se Dari Rahti Hai

Shahid Jameel

zard patton ke tasawwur se Dari rahti hai
dil ke gulshan mein koi sabz pari rahti hai

mausam-e-dard mein har peD bikhar jata hai
ek ummid ki wo shaKH hari rahti hai

waqt ki dhup tapish lakh uga le dil par
ek goshe mein magar thoDi tari rahti hai

dil wo patthar hai jo har mauj saha karta hai
gham wo naddi hai jo har waqt bhari rahti hai

fikr-e-mahbub gham-e-duniya KHayal-e-masjud
be-KHudi aise masail se bari rahti hai

TuTta rahta hai kamre mein andhera 'shahid'
dhup diwar ke us par dhari rahti hai

(426) ووٹ وصول ہوئے

You can read Zard Patton Ke Tasawwur Se Dari Rahti Hai written by Shahid Jameel at UrduPoint. Zard Patton Ke Tasawwur Se Dari Rahti Hai is one of the masterpieces written by Shahid Jameel. You can also find the complete poetry collection of Shahid Jameel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Jameel' above.

Zard Patton Ke Tasawwur Se Dari Rahti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zard Patton Ke Tasawwur Se Dari Rahti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.