Yun Apne KHwabon Mein Girta Sanbhalta Rahta Hun, Urdu Ghazal By Shahid Jameel

Yun Apne KHwabon Mein Girta Sanbhalta Rahta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Jameel. Yun Apne KHwabon Mein Girta Sanbhalta Rahta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yun Apne KHwabon Mein Girta Sanbhalta Rahta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یوں اپنے خوابوں میں گرتا سنبھلتا رہتا ہوں

شاہد جمیل

یوں اپنے خوابوں میں گرتا سنبھلتا رہتا ہوں

میں تیری یاد سے آگے نکلتا رہتا ہوں

وہ میری نیندوں میں اترے تو کیوں نہ تھک جائے

میں اپنے خوابوں کے منظر بدلتا رہتا ہوں

میں ڈھونڈ لیتا ہوں ہر بار کوئی اوس کی بوند

پھر اس کی یاد کی بھٹی میں جلتا رہتا ہوں

وہ ایک نام جو بے چین کرتا رہتا ہے

اسی کو سوچ کے اکثر بہلتا رہتا ہوں

جو اس کا دل ہے نہ میری ہوس فقط اک خواب

اسی کھلونے کی خاطر مچلتا رہتا ہوں

شاہد جمیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yun Apne KHwabon Mein Girta Sanbhalta Rahta Hun

Shahid Jameel

yun apne KHwabon mein girta sanbhalta rahta hun
main teri yaad se aage nikalta rahta hun

wo meri nindon mein utre to kyon na thak jae
main apne KHwabon ke manzar badalta rahta hun

main DhunD leta hun har bar koi os ki bund
phir us ki yaad ki bhaTTi mein jalta rahta hun

wo ek nam jo bechain karta rahta hai
usi ko soch ke aksar bahalta rahta hun

jo us ka dil hai na meri hawas faqat ek KHwab
usi khilaune ki KHatir machalta rahta hun

(454) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yun Apne KHwabon Mein Girta Sanbhalta Rahta Hun written by Shahid Jameel at UrduPoint. Yun Apne KHwabon Mein Girta Sanbhalta Rahta Hun is one of the masterpieces written by Shahid Jameel. You can also find the complete poetry collection of Shahid Jameel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Jameel' above.

Yun Apne KHwabon Mein Girta Sanbhalta Rahta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yun Apne KHwabon Mein Girta Sanbhalta Rahta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.